Baarish Mein Tum Lyrics – Neha Kakkar, Rohanpreet Singh, ShowKidd, Samay | Baarish Mein Tum

Baarish Mein Tum

Lyrics:

Tumhein Bolna Pasand Hai
Mujhe Bolte Hue Tum
Tumhein Hasna Pasand Hai
Mujhe Haste Hue Tum

Bas Itna Hi Farak Hai
Teri Meri Pasand Mein
Tumhein Sab Kuchh Pasand Hai
Aur Mujhe Pasand Ho Tum

Tumko Baarish Pasand Hai
Mujhko Baarish Mein Tum
Tumko Baarish Pasand Hai
Mujhko Barish Mein Tum

Hmm.. Har Baadal Se Poochh Lena
Humein Chaahtein Hai Tumhari
Hai Khabar Aasmaan Ko Bhi
Humein Aadatein Hai Tumhari

Hmm.. Har Baadal Se Poochh Lena
Humein Chaahtein Hai Tumhari
Hai Khabar Aasmaan Ko Bhi
Humein Aadatein Hai Tumhari

Yeh Toh Jaane Khuda Bhi
Tu Hi Ik Bas Na Maane
Tum Ho Har Ik Dua Mein
Har Guzarish Mein Tum

Tumko Baarish Pasand Hai
Mujhko Barish Mein Tum
Tumko Baarish Pasand Hai
Mujhko Barish Mein Tum

Ho Har Din Milne Humse
Saavan Ka Baadal Bankar Aana
Hmm.. Hum Hai Deewane Tere
Tu Bhi Paagal Bankar Aana

Ho Tumhein Bheegna Achha Lagta Hai
Mujhe Bheegti Hui Tum
Toh Phir Baarish Ke Har Mausam Mein
Mere Saath Hi Rehna Tum

Ke Dekh Mohabbat Meri
Khuda Bhi Woh Hairaan Hai
Ho Gayi Jo Aaj Mukammal
Thi Khwaahish Mein Tum

Tumko Baarish Pasand Hai
Mujhko Barish Mein Tum
Tumko Baarish Pasand Hai
Mujhko Baarish Mein Tum

GULSHAN KUMAR & T-SERIES
Presents

BHUSHAN KUMAR’S
BAARISH MAIN TUM

SINGER
NEHA KAKKAR, ROHANPREET SINGH

MUSIC
SHOWKIDD, HARSH KARGETI

LYRICS
SAMAY

DIRECTOR
ADIL SHAIKH

Song Credits
Song: Baarish Mein Tum
Singer(s): Neha Kakkar, Rohanpreet Singh, ShowKidd, Samay
Music: ShowKidd, Harsh Kargeti
Lyrics: Samay
Label: T-Series
Album: Baarish Mein Tum
Released: 2022
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Baarish Mein Tum Lyrics – Neha Kakkar, Rohanpreet Singh, ShowKidd, Samay | Baarish Mein Tum by Neha Kakkar. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Neha Kakkar soulful songs!

Related Posts

Hauli Hauli Lyrics – Guru Randhawa, Yo Yo Honey Singh, Neha Kakkar | Khel Khel Mein

Hauli hauli Lyrics

Hauli hauli

Moti moti ankh teri kardi sawaal
Teda teda takke hoi janda bura haal
Kanch da shareer tera karda kamaal
Je tu mind na kare…

Jinke Liye (From “Jaani Ve”) Lyrics – Neha Kakkar & B Praak | Jinke Liye (From “Jaani Ve”)

Tere Liye Meri Ebadatte Whi Hai
Tere Liye Meri Ebadatte Whi Hai
Tu Saram Kar Teri Aadatte Whi Hai
Jinke Liye Hum Rote Hai
Ho Jinke Liye Hum Rote Hai
Wo Kisi…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *