Badtameez Dil Lyrics – Pritam, Benny Dayal, Shefali Alvares | Yeh Jawaani Hai Deewani

Paan Main Pudeena Dekha
Naak Ka Nageena Dekha
Chikni Chameli Dekhi 
Chikna Kameena Dekha
Chaand Ne Cheater Hoke Cheat Kiya Toh
Saare Taare Bole Gilli Gilli Akhaa

Pa Para Para…
Meri Baat, Teri Baat
Zyada Baatein Boori Baat
Thaali Mein Katora Leke
Aaloo Bhat, Muli Bhat
Mere Peeche Kisi Ne Repeat Kiya Toh
Saala Maine Tere Muh Pe Maara Mukka

Ispe Bhoot Koi Chadha Hai
Theharna Jaane Naa
Ab Toh Kya Buraa Kyaa Bhalaa Hai
Fark Pehchaane Naa
Zidd Pakad Ke Khadaa Hai Kambakht
Chhodna Jaane Naa

Badtameez Dil, Batameez Dil, Batamiz Dil
Maane Na, Maane Na
Badtameez Dil, Batameez Dil, Batamiz Dil
Maane Na, Maane Na

Yeh Jo Haal Hai, Sawaal Hai, Kamaal Hai
Jaane Na Jaane Na
Badtameez Dil, Battameez Dil Badtameez Dil
Maane Naa..

Hawa Mein Havana Dekha
Dhimka Falaana Dekha
Seeng Ka Singhara Khaake
Sher Ka Ghuraana Dekha
Poori Duniya Ka Gol Gol Chakkar Leke
Maine Duniya Ko Maara Dhakka

Pa Para Para..
Hey Bollywood Hollywood Very Very Jolly Good
Raayi Ke Pahaad Par Teen Futa Liliput
Mere Peeche Kisi Ne Repeat Kiya Toh
Saala Maine Tere Muh Pe Maara Mukka

Ayaashi Ke One Way Se Khudko
Modna Jaane Naa
Kambal Bewajah Ye Sharam Ka
Odhna Jaane Naa
Zidd Pakad Ke Khadha Hai Kambakht
Chodhna Jaane Na… Haha..

Badtameez Dil, Batameez Dil, Batamiz Dil
Maane Na, Maane Na
Badtameez Dil, Batameez Dil, Batamiz Dil
Maane Na, Maane Na

Aaj Saare, Chaand Taare
Bann Gaye Hai Disco Lights
Jal Ke, Bujha Ke Humko Bula Ke
Keh Rahe Hai, Party All Nights
Naata Betuki Dillagi Se, Todna Jaane Na
Aane Wale Kal Ki Fikar Se, Judna Jaane Na

Zidd Pakad Ke Khada Hai Kambakht
Chodhna Jaane Na… Haha…

Badtameez Dil, Batameez Dil, Batamiz Dil
Maane Na, Maane Na
Badtameez Dil, Batameez Dil, Batamiz Dil
Maane Na, Maane Na

Yeh Jo Haal Hai, Sawaal Hai, Kamaal Hai
Jaane Na Jaane Na
Badtameez Dil, Battameez Dil Badtameez Dil
Maane Naa..

Song Credits
Song: Badtameez Dil
Singer(s): Pritam, Benny Dayal, Shefali Alvares
Music: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Label: T-Series
Album: Yeh Jawaani Hai Deewani
Released: 2013
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Badtameez Dil Lyrics – Pritam, Benny Dayal, Shefali Alvares | Yeh Jawaani Hai Deewani by Benny Dayal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Benny Dayal soulful songs!

Related Posts

Beshuba Lyrics – Pritam, Kunal Ganjawala, Antara Mitra | Dil Toh Baccha Hai Ji

Tu Mera Jahan Bhi, Tu Mera Khuda Bhi
Tu Hi Hai Yahan Bhi, Aur Hai Wahan Bhi
Tu, Hai Saare Manzar Ka
Tu Meri Zameen Hai, Tu Hi Aasman Bhi
Rab Na Adaa Ki Hai Woh…

Khairiyat Lyrics – Pritam & Arijit Singh | Chhichhore

Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *