Deewaana Deewaana Lyrics – A.R. Rahman & Irshad Kamil | Tere Ishk Mein

Sajna ke sajde mein itna rehne lagey
Deewaana deewaana duniya kehne lagey
Rang birange naaz utha ke
Yaad ko apne paas bitha ke
Sajna ke sajde mein rehne, behne lage
Main se toote, doobe Tu mein
Hum khushboo hain, ya khushboo mein
Main se toote, doobe Tu mein
Hum khushboo hain, ya khushboo mein
Dheeme dheeme mehakte jageh jageh
Dheeme dheeme mehakte jageh jageh
Sajna…
Sajna ke sajde mein itna rehne lagey
Deewaana deewaana duniya kehne lagey
Hadd hoti hai har chaahat ki
Bol hamaari hadd hai kya
Itna keh de in sajdon ka
Teri nazar mein kadd hai kya
Kitne koson ki doori hai
Humse rehta kitna tu aage
Sajna ke sajde mein itna rehne lagey
Deewaana deewaana duniya kehne lagey
Rang birange naaz utha ke
Yaad ko apne paas bitha ke
Sajna ke sajde mein rehne, behne lage
Sajna…

Song Credits
Song: Deewaana Deewaana
Singer(s): A.R. Rahman & Irshad Kamil
Music: A.R. Rahman
Label: T-Series
Album: Tere Ishk Mein
Released: 2025
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Deewaana Deewaana Lyrics – A.R. Rahman & Irshad Kamil | Tere Ishk Mein by A.R. Rahman. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and A.R. Rahman soulful songs!

Related Posts

Kun Faaya Kun Lyrics – A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan | Rockstar

Ya Nizamuddin Auliya, Ya Nizamuddin Salqa

Kadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le,
Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera,
Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein
Tere…

Mohenjo Mohenjo Lyrics – A.R. Rahman, Arijit Singh, Bela Shende, Sanah Moidutty | Mohenjo Daro

Mohenjo, Mohenjo
Mohenjo, Mohenjo Daro
Mohenjo, Mohenjo
Mohenjo, Mohenjo Daro

Miljhul aur phir mil
Haan miljhul aur phir mil
Bhun le taana baana
Tu jaana…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *