Saathiya, saathiya
Pagale se dil ne ye kya kiya?
Chun liya, chun liya
Tujh ko deewaane ne chun liya
Dil to uda-uda re aasamaan mein
Baadlon ke sang
Yeh toh machal machal ke gaa raha hai
Sunn nayi si dhun
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa zid pe ada
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa zid pe ada
Achchhee lagee dil ko mere har teri baath re
Saaya tera ban ke chaluun itna hai khaab re
Kaandhe pe sar rakh ke tere katt jae raat re
Beete ye din thaame tera haathon mein haath re
Ye kya hua mujhe mera yeh dil
Fisal-fisal gaya
Ye kya hua mujhe mera jahaan
Badal-badal gaya
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa zid pe ada
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa zid pe ada
Neenden nahi, chaina nahi, badluun main karvatein
Taarein ginu ya main ginu chadar kee silawatein?
Yaadon mein tu, khaabon mein tu, teri hi chaahatein
Jaaoon jidhar, dhundha karoon teri hee aahatein
Yeh jo hai dil mera yeh dil suno naa
Kehe raha yahi
Vo bhi kya zindagi haan zindagi
Ke jis mein too nahin?
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa zid pe ada
Saathiya, saathiya
Pagale se dil ne ye kya kiya?
Chun liya, chun liya
Tujh ko deewaane ne chun liya
Dil to uda-uda re aasamaan mein
Baadlon ke sang
Yeh toh machal machal ke gaa raha hai
Sunn nayi si dhun
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa zid pe ada
Badmaash dil to thag hai badaa
Badmaash dil yoon tujh se judaa
Badmaash dil meri sune naa zid pe ada
Song Credits
Song: Saathiyaa
Singer(s): Shreya Ghoshal, Ajay Gogavale, Ajay-Atul
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Swanand Kirkire
Label: T-Series
Album: Singham
Released: 2011
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Saathiyaa Lyrics – Shreya Ghoshal, Ajay Gogavale, Ajay-Atul | Singham by Ajay Gogavale. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Ajay Gogavale soulful songs!


