Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Doodh Ka Karz

Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Karenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Krenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Krenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge

Kabhi Pyar Dil Se Nikalta Nahi
Wafaon Ka Mausam Badalta Nahi
Kabhi Pyar Dil Se Nikalta Nahi
Wafaon Ka Mausam Badalta Nahi
Wafa Humne Ki Hai Wafa Hum Karenge
Wafa Humne Ki Hai Wafa Hum Karenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Krenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Krenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge

Saja Pyar Ki Maut Se Kam Nahi Hai
Saja Pyar Ki Maut Se Kam Nahi Hai
Magar Is Saja Ka Humein Gum Nahi Hai
Saja Pyar Ki Maut Se Kam Nahi Hai
Saja Pyar Ki Maut Se Kam Nahi Hai
Magar Is Saja Ka Humein Gum Nahi Hai
Khata Hi Sahi Ye Khata Hum Karenge
Khata Hi Sahi Ye Khata Hum Karenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Krenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Krenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge

Kisi Din Humein Ajmaye Ye Dunia
Mohabbat Ki Kimat Bataye Ye Dunia
Kisi Din Humein Ajmaye Ye Dunia
Mohabbat Ki Kimat Bataye Ye Dunia
Mohabbat Ki Kimat Ada Hum Karenge
Mohabbat Ki Kimat Ada Hum Karenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Karenge
Ke Mar Jayenge Or Kya Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge

Song Credits
Song: Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge
Singer(s): Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz
Music: Anu Malik
Lyrics: Anand Bakshi
Label: T-Series
Album: Doodh Ka Karz
Released: 1990
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tumhein Dil Se Kaise Juda Hum Karenge Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Doodh Ka Karz by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Jaate Ho Pardesh Piya Lyrics – Anuradha Paudwal & Nitin Mukesh | Jeena Teri Gali Mein

Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Dekho Tum Bhi Khat Mera Dekho Tum Bhi Khat Mera
Paate Hi Khat…

Teri Payal Baji Jahan Lyrics – Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal | Bade Ghar Ki Beti

Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chham

Teri payal baji jahan main pagal hua…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *