Tumhare Siva Lyrics – Anuradha Paudwal & Udit Narayan | Tum Bin

Tumhare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge
Mohabbat Mohabbat Mohabbat Mohabbat
Tumhare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge
Tumhare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge

Nazar Chaahti Hai Deedar Karna
Yeh Dil Chaahta Hai Tumhein Pyaar Karna

Tumhaari Wafa Mein Doobe Rahey Hum
Hai Kya Haal Dil Ka Ye Kaise Kahey Hum
Mahekne Lagega Oh Mahekne Lagega
Badan Yeh Tumhara
Hum Aankhon Se Aisi Shararat Karenge
Tumhare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge

Hamnein Apne Dil Mein Basaya Hain Tumne
Mohabbat Ke Kaabil Banaya Hai Tumne

Agar Tum Na Milte To Hum Jee Na Paate
Kise Apna Kehte Kahan Dil Lagaate
Saza Rab Jo Dega Oh Saza Rab Jo Dega
Woh Manzur Humko
Ke Hum Ab Tumhari Ibaadat Karenge
Tumhare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jiyenge Mohabbat Karenge
Mohabbat Mohabbat Mohabbat Mohabbat

Song Credits
Song: Tumhare Siva
Singer(s): Anuradha Paudwal & Udit Narayan
Music: Nikhil-Vinay
Lyrics: Faaiz Anwar
Label: T-Series
Album: Tum Bin
Released: 2001
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tumhare Siva Lyrics – Anuradha Paudwal & Udit Narayan | Tum Bin by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics – Alka Yagnik & Udit Narayan | Qayamat Se Qayamat Tak

Akele Hai To Kyaa Gam Hai
Chaahe To Humaare Bas Mein Kyaa Nahee
Bas Ek Jaraa Saath Ho Teraa
Tere To Hai Hum Kab Se Sanam
Akele Hai To Kyaa Gam Hai
Chaahe To…

Chhoti Chhoti Raatein Lyrics – Sonu Nigam & Anuradha Paudwal | Tum Bin

Chhoti Chhoti Raatein
Lambi Ho Jaati Hain

Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Baithe Bithaaye Yuhi Neendein Kho Jaati Hain
Dil Mein Bechaini Aankhon…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *