Hui Aankh Nam Lyrics – Anuradha Paudwal | Saathi

Huyi Aankh Nam Aur Ye Dil Muskuraaya
Huyi Aankh Nam Aur Ye Dil Muskuraaya
To Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Ha Aaya Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Mohabbat Ka Jab Bhi Kahi Jikrr Aaya
Mohabbat Ka Jab Bhi Kahi Jikrr Aaya
To Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Ha Aaya Saathi Koi Bhula Yaad Aaya

Kya Yahi Pyaar Karne Ka Anjaam Hain
Dil Lagaane Ka Ye Kaisa Inaam Hain
Dil Lagaane Ka Ye Kaisa Inaam Hain
Hansi Jisako Di Usine Rulaaya
Hansi Jisako Di Usine Rulaaya
To Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Ha Aaya Saathi Koi Bhula Yaad Aaya

Is Tarah Rasme Ulfat Ada Kijiyein
Dil Kisika Na Toote Duwa Kijiyein
Dil Kisika Na Toote Duwa Kijiyein
Kabhi Ret Par Ghar Kisine Banaaya
Kabhi Ret Par Ghar Kisine Banaaya
To Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Ha Aaya Saathi Koi Bhula Yaad Aaya

Rooth Jaatein Hain Banke Mukkadar Yahaan
Chhoot Jaatein Hain Haanthon Se Sagar Yahaan
Chhoot Jaatein Hain Haanthon Se Sagar Yahaan
Kabhi Sard Shabanam Ne Koi Ghar Jalaaya
Kabhi Sard Shabanam Ne Koi Ghar Jalaaya To
Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Ha Aaya Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Huyi Aankh Nam Aur Ye Dil Muskuraaya Huyi
Aankh Nam Aur Ye Dil Muskuraaya
To Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Ha Aaya Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
To Saathi Koi Bhula Yaad Aaya
Ha Aaya Saathi Koi Bhula Yaad Aaya

Song Credits
Song: Hui Aankh Nam
Singer(s): Anuradha Paudwal
Music: Super Cassettes Industries Private Limited
Lyrics: Nawab Arzoo
Label: T-Series
Album: Saathi
Released: 1991
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Hui Aankh Nam Lyrics – Anuradha Paudwal | Saathi by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Chhoti Chhoti Raatein Lyrics – Sonu Nigam & Anuradha Paudwal | Tum Bin

Chhoti Chhoti Raatein
Lambi Ho Jaati Hain

Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Baithe Bithaaye Yuhi Neendein Kho Jaati Hain
Dil Mein Bechaini Aankhon…

Jaate Ho Pardesh Piya Lyrics – Anuradha Paudwal & Nitin Mukesh | Jeena Teri Gali Mein

Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Dekho Tum Bhi Khat Mera Dekho Tum Bhi Khat Mera
Paate Hi Khat…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *