Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Ab Hum Se Na Sahi Jaaye Judaai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Ab Hum Se Na Sahi Jaaye Judaai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Chanda Pyasa Taare Pyaase Pyaasi Raat Suhani
Chanda Pyasa Taare Pyaase Pyaasi Raat Suhani
Kahin Adhoori Rah Na Jaaye Apni Prem Kahani
Saji Sej Suhaagan Baji Shahanaai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Tanhaai Ke Rusavai Ke Hum Kitne Ghum Jhelen
Kahne Ko To Saath Rahen Hum Phir Bhi Rahe Akele
Meri Ho Ke Bhi Rahi Mujhse Paraayi Aayi Sajna Raat Milan Ki
Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Do Rooho Ke Milne Ka Ye Waqt Guzar Na Jaaye
Mehki Mehki Raat Milan Ki Jaake Phir Na Aaye
Mil Jaayenge Hum Raam Duhaai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Sajna Raat Milan Ki
Sajna Raat Milan Ki Sajna Raat Milan Ki
Sajna Raat Milan Ki Sajna Raat Milan Ki
Song Credits
Song: Kitne Dino Ke Baad Hai Aayee
Singer(s): Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz
Music: Anand-Milind
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Aayee Milan Ki Raat
Released: 1990
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Kitne Dino Ke Baad Hai Aayee Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Aayee Milan Ki Raat by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!


