Ishq Samundar Lyrics – Sunidhi Chauhan & Anand Raaj Anand | Kaante

Ishq Jab Had Se Par Ho Jaye,
Jindagi Bekarar Ho Jaye
Ishq Itna Bhi Naa Jatao Ke,
Husn Sar Pe Sawar Ho Jaye
Ishq Samundar
Ishq Samundar

Mera Yaar Mila De Mujhko,
Doon Lakh Duwaye Tujhko
Mera Yaar Mila De Mujhko,
Doon Lakh Duwaye Tujhko
Deedar Bina Dilbar Ke, Kuchh Sujh Raha Naa Mujhko
Usse Dil Ki Baat Bata Dega, Meri Aankhon Ka Manjar

Hoye Ishq Samundar Dil De Andar,
Ishq Samundar Dil De
Ishq Samundar Dil De Andar,
Ishq Samundar Dil De Andar

Mera Yaar Mila De Mujhko,
Doon Lakh Duwaye Tujhko
Deedar Bina Dilbar Ke,
Kuchh Sujh Raha Naa Mujhko

Koyi Bewafa Nahi Hota, Dil Ka Bura Nahi Hota
Koyi Bewafa Nahi Hota, Dil Ka Bura Nahi Hota
Kismat Se Deeaano Ka Har Waqt Bhala Nahi Hota
Seena Chhalni Ho Jata Hai, Jab Chale Waqt Ka Khanjar
Hoye Ishq Samundar Dil De Andar, Ishq Samundar Dil De
Ishq Samundar Dil De Andar, Ishq Samundar Dil De Andar
Mera Yaar Mila De Mujhko
Mera Yaar Mila De Mujhko
Doon Lakh Duwaye Tujhko

Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai
Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai
Yaar Kuch Bhi Ho Yaar Hota Hai
Ishq Samundar
Ishq Samundar

Tujhse Hi Pyar Hai Karna, Tera Intejar Hai Karna
Tujhse Hi Pyar Hai Karna, Tera Intejar Hai Karna

Mere Liye Toh Jeena, Tere Ishq Mein Hai Marna
Kitna Aur Kab Tak Bhagega Daulat Ke Liye Sikandar
Hoye Ishq Samundar Dil De Andar, Ishq Samundar Dil De
Ishq Samundar Dil De Andar, Ishq Samundar Dil De Andar

Mera Yaar Mila De Mujhko, Doon Lakh Duwaye Tujhko
Deedar Bina Dilbar Ke, Kuchh Sujh Raha Naa Mujhko
Usse Dil Ki Baat Bata Dega, Meri Aankhon Ka Manjar
Hoye Ishq Samundar Dil De Andar, Ishq Samundar Dil De
Ishq Samundar Dil De Andar, Ishq Samundar Dil De Andar

Song Credits
Song: Ishq Samundar
Singer(s): Sunidhi Chauhan & Anand Raaj Anand
Music: Anand Raaj Anand
Label: T-Series
Album: Kaante
Released: 2002
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Ishq Samundar Lyrics – Sunidhi Chauhan & Anand Raaj Anand | Kaante by Anand Raaj Anand. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anand Raaj Anand soulful songs!

Related Posts

Darkhaast Lyrics – Mithoon, Arijit Singh, Sunidhi Chauhan | Shivaay

Iss qadar tu mujhe pyaar kar
Jise kabhi na main sakoon phir bhula
Zindagi layi humein yahan
Koi iraada toh raha hoga bhala
Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat…

Unke Nashe Mein Lyrics – Sukhwinder Singh, Mika Singh, Anand Raaj Anand | Shootout At Lokhandwala

Unke Nashe Mein, Unke Nashe Mein
Unke Nashe Mein, Unke Nashe Mein
Unke Nashe Mein Jalte Rahein
Jalte Rahein

Unke Nashe Mein Jalte Rahein
Hay Unke Nashe Mein…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *