Rooh 2.0 Lyrics – Qafilah & Arslan Nizami | Riqqat

Teri rooh ki rooh mein mil jaon
tere dardon pe mai chhil jaon
jab lab pe tera naam aaye
koi jaadu ho, mai sil jaon

khoon e jigar tum chahte ho
bas soz e yaqeen mai laya hoon
kisi kaabe ka mai pathar hoon par
tumhe raaste par main mil jaon

mera jo hai so hai tu rakh le
ye qalam ho siyahi tu rakh le
hijab bana le, ya daaman
tere ashkon se mai dhul jaon

tere nagar ki khaak bhi mai
mehmood bhi mai, ayaaz bhi mai
namaz mein teri mai na sahi
bas dua mein teri ghul jaun

gar puchenge phir log tumhe
kis simt hai teri jaai e namaz?
ye shayar kaisa shayar tha
khayaal mein tere lipta rubaab
sabr ka gulshan tera ghar
to jawaab mein tera ho jaon
yaqeen se padna illallah
imaan bhi tera ho jaon

Song Credits
Song: Rooh 2.0
Singer(s): Qafilah & Arslan Nizami
Music: Arslan Nizami, Qafilah, Shibani Sur
Label: Artiste First
Album: Riqqat
Released: 2025
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Rooh 2.0 Lyrics – Qafilah & Arslan Nizami | Riqqat by Arslan Nizami. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arslan Nizami soulful songs!

Related Posts

Mora Piya Lyrics – Arslan Nizami, Shradha Mishra, Hyder Dar | Riqqat

Mora piya na awat kahey
Dil mora dadkay

Kaisi bechaini hai kaisey beetengi ratiyaan
Dafna k dil mai jo leke baithey batiyan
Surma nooraani hai ya naino’n ki…

Aabruu Lyrics – Arslan Nizami & Mir Tafazul | Riqqat

Mere khwaab mein
wo aaya aaj fir
ye raatein ho na mukhtasar

baatein na kare
bas dekhte rahe
ye mayaar badhta hi rahe

teri khamoshi mein wo baat hai
mere gham…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *