Jaikal Mahakal Lyrics – Amit Trivedi | Goodbye

Jai Kal Mahakal Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan Rakhwal Tum Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Jai Kal Mahakal Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan Rakhwal Tum Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Srishti Ke Sanchalak Mahapraan Tum Ho
Tum Hi Sukh Tum Hi Duhkh Nirvaan Tum Ho
Sooraj Se Tejaswi Sagar Se Nirmal
Chanda Bhi Taare Bhi Brahmand Tum Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Jeevan Ki Naiya Tum Patvaar Tum Ho
Iss Paar Uss Paar Majdhar Tum Ho
Kan Kan Yeh Har Kshan Yeh Tumse Bana Hai
Goonje Jo Ghat Bheetar Omkar Tum Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Ho Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Himalya Ke Sar Ka Sringaar Tum Ho
Ganga Ki Paavan Si Ek Dhaar Tum Ho
Dam Dam Dam Damru Ka Ek Naad Tum Ho
Shankhon Ke Hridayon Ki Hunkaar Tum Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Jai Kal Mahakal Kirpal Shambhu
Trilok Vyape Hai Tere Charan Ho
Teri Kripa Ho Toh Jeevan Prakat Ho
Tere Hi Kop Se Srishti Bhasam Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Ho Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Jeevan Ka Mrityu Ka Khela Rachaya
Ek Laya Duniya Mein Ek Bhijwaya
Insan Bechare Ne Aansu Bahaya
Tera Yeh Khela Samajh Hi Na Paya
Tera Yeh Khela Samajh Hi Na Paya

Soche Ki Apna Koyi Khoya Gawaya
Jo Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya
Jo Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya
Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya
Tera Tha Woh Ja Kar Tujhme Samaya

Jai Kal Mahakal Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan Rakhwal Tum Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Jai Kal Mahakal Vikral Shambhu
Jeevan Ho Ya Mrityu Dono Hi Tum Ho
Janmo Janmantar Ki Ladiyan Yeh Kadiyan
Har Yoni Har Jeevan Rakhwal Tum Ho

Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal
Ho Jaikal Mahakal Jaikal Mahakal

Jaikal Mahakal

Song Credits
Song: Jaikal Mahakal
Singer(s): Amit Trivedi
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Swanand Kirkire
Label: Zee Music Co.
Album: Goodbye
Released: 2022
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Jaikal Mahakal Lyrics – Amit Trivedi | Goodbye by Amit Trivedi. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amit Trivedi soulful songs!

Related Posts

Phisal Jaa Tu Lyrics – Amit Trivedi & Abhijeet Srivastava | Haseen Dillruba

PHISAL JAA TU

-MUKHDA-
Aankho ko door se hi
Usne chhua hai re
Mehsoos hum ko bhi yeh
Kabka hua hai re
Kurbaan usspe apna
Har pal hua hai re

Woh hi hai…

Ek Main Aur Ekk Tu Lyrics – Amit Trivedi, Benny Dayal, Anushka Manchanda | Ek Main Aur Ekk Tu

Talli Hai Yeh Zameen, Talli Hai Aasma
Sab Talli Hai Yahaan
Ya Phir Saara Jahaan, Vaise Ka Vaisa Hai
Hum Talli Hai Yahaan

Mujhse Baahein Na Chhuda Ek…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *