Dekha Hai Pehli Baar Lyrics – Alka Yagnik & S. P. Balasubrahmanyam | Saajan

Dekha hai pehli baar saajan ki ankhon mein pyaar
Ab ja ke aya mere bechain dil ko qaraar
Dilbar tujhe milne ko kab se tha main beqaraar
Ab ja ke aya mere bechain dil ko qaraar

Palken jhukaaun tujhe dil mein basaaun
Ab bin tere main to kahin chain na paaun x 2
Tu mera jigar hai
Tu meri nazar hai
Tu meri arazu
Tu mera hamasafar hai
Dekha hai pehli baar saajan ki ankhon mein pyaar / Ab ja ke aya mere bechain dil ko qaraar
Meri adaaen ye meri jawaani
Bas tere lie hai ye meri zindagaani x2
Tu meri gazal hai
Tu mera taraana
A teri dhadakanon pe
Likh dun dil ka fasaana

Dekha hai pehli baar saajan ki ankhon mein pyaar
Dekha hai pehli baar jaanam ki ankhon mein pyaar
Ab ja ke aya mere bechain dil ko qaraar
Dilabar tujhe milne ko kab se thi main beqaraar
Ab ja ke aya mere bechain dil ko qaraar

Song Credits
Song: Dekha Hai Pehli Baar
Singer(s): Alka Yagnik & S. P. Balasubrahmanyam
Music: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Saajan
Released: 1991
Language: Hindi

Watch Official Video

https://www.youtube.com/watch?v=5bL8Ta9ii7A

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Dekha Hai Pehli Baar Lyrics – Alka Yagnik & S. P. Balasubrahmanyam | Saajan by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Aati Hai To Chal Lyrics – Babul Supriyo & Alka Yagnik | Saat Rang Ke Sapne

Aati Hai To Chal Tu Mere Saath Mein
De De Saathiyaa Haatho Ko Haath Mein
Rahanaa Hai Har Pal Ab Tere Saath Mein
Le Le Saathiyaa Haatho Ko Haath Mein
Mor Ke…

Main Ishq Uska Lyrics – Babul Supriyo, Alka Yagnik, Himesh Reshammiya | Vaada

La La La……La La La …
Main Ishq Uska Wo Aashiqui Hai Meri
Main Ishq Uska Wo Aashiqui Hai Meri
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai Meri
Woh Ladki Nahi Zindagi Hai…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *