Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya Title Song Lyrics – Raghav, Tanishk Bagchi, Asees Kaur, Nina Mathur | Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya

rakh lu saja ke tujhe seene se lagake
aaja galey lag ja galey lag ja
khaab banake tujhe dil mein chupa ke
rakhu mere paas aa mere paas aa

do mulkaaton mein kaali ye raaton mein
baaton hi baaton mein dil de diya
teri baaton mein aisa uljha jiya
baithe hi baithe maine dil kho diya
teri baaton mein aisa uljha jiya
baithe hi baithe maine dil kho diya

iss dil ki raahon se behke nigaahon se
kaatil aadaon se tujhko hai fasana
kuch mithi baaton se kuch jhoothe vaadon se
pakke iraadon se dil ko hai churana
rakh lu saja ke tujhe seene se lagake
aaja galey lag ja galey lag ja
khaab banake tujhe dil mein chupa ke
rakhu mere paas aa mere paas aa

do mulkaaton mein kaali ye raaton mein
baaton hi baaton mein dil de diya
teri baaton mein aisa uljha jiya
baithe hi baithe maine dil kho diya
teri baaton mein aisa uljha jiya
baithe hi baithe maine dil kho diya

Song Credits
Song: Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya Title Song
Singer(s): Raghav, Tanishk Bagchi, Asees Kaur, Nina Mathur
Music: Raghav, Tanishk Bagchi
Label: T-Series
Album: Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya
Released: 2024
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya Title Song Lyrics – Raghav, Tanishk Bagchi, Asees Kaur, Nina Mathur | Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya by Asees Kaur. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Asees Kaur soulful songs!

Related Posts

Makhna Remix By DJ Aqeel Lyrics – Tanishk Bagchi, Yasser Desai, Asees Kaur | Makhna Remix By DJ Aqeel

Ye bhi naa jane wo bhi naa jane
Nainon ke rang naina jane
Mila jo sang tera
Uda patang meraa
Hawa main hoke malang

Jag kii koi reet naa jaani
Main to bas teri…

Bandeya Rey Bandeya Lyrics – Arijit Singh & Asees Kaur | Simmba

Bandeya rey bandeya
Bandeya rey bandeya
Raah pe chal bandeya

Bandeya rey bandeya
Bandeya rey bandeya
Raah pe chal bandeya

Ruk jaa re bandeya
Yeh raat zara…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *