Sajan Tumse Pyar Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Maine Pyaar Kyun Kiya

Saajan Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Saajan Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein, Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein

Jaanam Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Jaanam Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein, Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein

Pal Pal Har Pal Teri Lagan
Teri Ada Ne Le Gayi Man
Gore Gore Haathon Pe Mehndi Ka Rang
Us Pe Yeh Sharmaane Ka Dhang
Us Pe Yeh Sharmaane Ka Dhang

Haan Main Sharmaayi Pyaar Ki Laraayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein, Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein

Bechaini Tadpaati Rahi
Chaandni Dil Dhadkaati Rahi
Seene Pe Bijli Si Chali
Karwat Leke Raat Dhali
Karwat Leke Raat Dhali

Neendiya Na Aayi Pyaar Ki Laraayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein, Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaanam Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein, Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein

Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein.

Song Credits
Song: Sajan Tumse Pyar
Singer(s): Udit Narayan & Alka Yagnik
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Maine Pyaar Kyun Kiya
Released: 2005
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Sajan Tumse Pyar Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Maine Pyaar Kyun Kiya by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai…

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *