Nai Lagda Lyrics – Vishal Mishra & Asees Kaur | Notebook

Palkon Pe Oos Sa Tera Naam Sajake,
Rakhta Hu Yaar Main Tujhe Khwaab Banake,
Har Kisse Pe Har Panne Pe Tujhko Padhta Hai,
Phirta Rehta Hai Pagal Sa Bas Ye Kehta Hai,
Ke Tujh Bin…

Ke Tujh Bin Nai Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nahi Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nai Lagda Jee Mera Maahiya..

Ke Tujh Bin Nai Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nahi Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nai Lagda Jee Mera Maahiya

Kaisi Duae, Kaisi Ye Sadayein ,
Dil Kyu Tumhaara Sunta Hi Nhi,
Tujhko Bulaye, Tujhko Hi Chahein,
Dil Kyu Ye Mera Rukta Hi Nhi ..
Ke Mera Har Lamha Mera Ek Hissa Ban Ja Na ..
Ke Meri Khwaahish Jo Bhi Saari Poori Kar Ja Na
Ke Tujh Bin ……..

Ke Tujh Bin Nai Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nahi Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nai Lagda Jee Mera Maahiya

Ke Tujh Bin Nai Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nahi Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nai Lagda Jee Mera Maahiya

Toot-Ti Rahi Main Doobti Rahi Main …
Aisa Raabta Bhi Kya..
Choot-Te Nahi Hain Aas Ke Sire Ye..
Tumse Vaasta Hai Kya..

Teekhi – Teekhi Dhoop Mein Aake Tu Saaya Kar Ja …
Bheegi Bheegi Aankhon Ko Chu Le Rahat Kar Ja,

Tu Aa Ja Mere Saajna

Ke Tujh Bin Nai Lagda Jee Nai Lagda Haaye
Nai Lagda Jee Nai Lagda Haaye
Nai Lagda Jee Mera Maahiya

Ke Tujh Bin Nai Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nahi Lagda Jee Nai Lagda Haaye,
Nai Lagda Jee Mera Maahiya

Song Credits
Song: Nai Lagda
Singer(s): Vishal Mishra & Asees Kaur
Music: Vishal Mishra
Lyrics: Akshay Tripathi
Label: T-Series
Album: Notebook
Released: 2019
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Nai Lagda Lyrics – Vishal Mishra & Asees Kaur | Notebook by Asees Kaur. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Asees Kaur soulful songs!

Related Posts

Makhna Remix By DJ Aqeel Lyrics – Tanishk Bagchi, Yasser Desai, Asees Kaur | Makhna Remix By DJ Aqeel

Ye bhi naa jane wo bhi naa jane
Nainon ke rang naina jane
Mila jo sang tera
Uda patang meraa
Hawa main hoke malang

Jag kii koi reet naa jaani
Main to bas teri…

Bandeya Rey Bandeya Lyrics – Arijit Singh & Asees Kaur | Simmba

Bandeya rey bandeya
Bandeya rey bandeya
Raah pe chal bandeya

Bandeya rey bandeya
Bandeya rey bandeya
Raah pe chal bandeya

Ruk jaa re bandeya
Yeh raat zara…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *