Teri galiyon mein aake theharti hoon main rozaana
Woh aasmaan bhi mujhe dekh kar kyun Deta Hai Taana
Tujhe dekh kar yeh dhadakta hai
Jo tu na mile dil tadapta hai
Kya thi main aur kya mujhe bana diya
Tune Rona Sikha Diya
Rona Sikha Diya
Tune Rona Sikha Diya
Rona Sikha Diya
Jaana Tere Pyaar Mein
Rona Sikha Diya
Rona Sikha Diya
Antara:-
Khushnaseebi hai yeh dil ki
Yaa duaaon ka yeh sila
Ban gaya hai khud se bhi zyaada
Tujhse mera raabtaa
Tere Sang Hi Main Muqammal Hoon
TaDapti Tere Bin Main Pal Pal Hoon
Phir Paas Aake Kyun Juda Kiya
Tune Rona Sikha Diya
Rona Sikha Diya
Tune Rona Sikha Diya
Rona Sikha Diya
Jaana Tere Pyaar Mein
Rona Sikha Diya
Rona Sikha Diya
Song Credits
Song: Rona Sikha Diya
Singer(s): Gourov Dasgupta, Parampara Tandon, Farhan Memon
Music: Gourov Dasgupta
Label: T-Series
Album: Baaghi 4
Released: 2025
Language: Hindi
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Rona Sikha Diya Lyrics – Gourov Dasgupta, Parampara Tandon, Farhan Memon | Baaghi 4 by Farhan Memon. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Farhan Memon soulful songs!

