Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics – Bappi Lahiri & Asha Bhosle | Prem Pratigyaa

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Mar Jayenge Aashik Warna Itna Karam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Mar Jayenge Aashik Warna Itna Karam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena

Meri Subah Aur Meri Shaam Aati Hai Lekar Aapka Naam Aapke Naam
Aapke Hi Kadmo Me Sanam Gujregi Meri Umar Tamaam Umar Tamaam
Hamko Juda Mat Karna Chahe Sar Ko Kalam Kar Dena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Mar Jayenge Aashik Warna Itna Karam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Aa Aa Aa

Maine Apni Khusiyan Tamaam Kar Di Aaj Se Aapke Naam Aapke Naam
Pyar Ka Jab Agaz Kiya Kyu Soche Inka Anzaam
Inka Anzam Inka Anzam
Dil Me Hamare Teero Ki Barkha Jitna Ho Dam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Mar Jayenge Aashik Warna Itna Karam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena
Mar Jayenge Aashik Warna Itna Karam Kar Lena
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Koi Sitam Kar Lena

Song Credits
Song: Pyar Kabhi Kam Nahi Karna
Singer(s): Bappi Lahiri & Asha Bhosle
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Indeevar
Label: T-Series
Album: Prem Pratigyaa
Released: 1989
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics – Bappi Lahiri & Asha Bhosle | Prem Pratigyaa by Asha Bhosle. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Asha Bhosle soulful songs!

Related Posts

Super Dancer Lyrics – Bappi Lahiri & Alisha Chinai | Dance Dance

Super dancer, aaye hain aaye hain,
Super dancer, naachenge naachenge
Super dancer, gaayenge gaayenege,
Super dancer! Super dancer!

Super dancer, aaye hain…

Maine Maine Tujhe Tujhe Lyrics – Bappi Lahiri, Alisha Chinai, Vijay Benedict | Commando

Maine maine maine maine maine
Tujhe tujhe tujhe tujhe tujhe
Kiya kiya kiya pyar kiya
Pyar maine tujhse kiya

Maine maine maine maine maine
Tujhe tujhe tujhe…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *