Teri ankhon se aankhen mili jo sanam
Meri aankhen chamkne lagi hain
Teri saanson ne jab se chua o sanam
Meri saanse mehakne lagi hai
Jaagi jaagi si aankhon se dil ye mera
Tere sapne sanjone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Tere sapne sanjone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Mere chehre pe jo muskurahat hai woh
Hai inayat teri maaheroo
Hai inayat teri maaheroo
Meri aankhon ki hai tujhse iltijaa
Tu rehna mere rubaroo
Tu rehna mere rubaroo
Teri galiyon mein aakar ke dil ye mera
Kuch aise khone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Tere sapne sanjone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Mere seene mein jo
Dhadkane chal rahi
Hai amanat teri dil nasheen
Hai amanat teri dil nasheen
Meri her saans mein
Bas tera naam hai
Hai tujhi se meri aashiqi
Hai tujhi se meri aashiqi
Baaghi baaghi main khud se hi hone lagi
Tune jaadu ye kaisa kiya hai
Mera dil tera hone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Tere sapne sanjone laga hai
Mera dil tera hone laga hai
Song Credits
Song: Mera Dil Tera Hone Laga
Singer(s): Sanjeev Chaturvedi, Kumar Sanu, Aakanksha Sharma
Music: Kumar Sanu, Aakanksha Sharma, Sanjeev Chaturvedi
Label: White Hill Beats
Album: Mera Dil Tera Hone Laga
Released: 2024
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Mera Dil Tera Hone Laga Lyrics – Sanjeev Chaturvedi, Kumar Sanu, Aakanksha Sharma | Mera Dil Tera Hone Laga by Aakanksha Sharma. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aakanksha Sharma soulful songs!


