Tauba Tauba Tere Pyaar Mein
Lutt Gaya Iqraar Mein
Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Oo
Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Dekha Tujhe Toh Saansein Ruk Gayi
Sajde Mein Yeh Aankhein Jhuk Gayi
Teri Ibaadat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tauba Tauba Tere Pyaar Mein
Lutt Gaya Iqraar Mein
Yeh Din Jawani Ke Dil Ki Kahani Ke Aise Bitaata Hoon Main
Tere Khayalon Mein, Apne Sawaalon Mein
Uljha Sa Jaata Hoon Main
Yeh Din Jawani Ke Dil Ki Kahani Ke Aise Bitaata Hoon Main
Tere Khayalon Mein, Apne Sawaalon Mein
Uljha Sa Jaata Hoon Main
Ho Ladte Ladte Aankhein Lad Gayi
Dil Ki Baatein Aagey Badh Gayi
Thodi Shararat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Meri To Sudh-Budh Kho Gayi, Allah Maaf Kare
Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah
Maana Zamaana Yeh Deta Hai Taana, Yeh Thoda Awaara Hoon Main
Jo Bhi Hoon Jaisa Hoon, Aisa Ya Waisa Hoon, Ab Toh Tumhara Hoon Main
Maana Zamaana Yeh Deta Hai Taana, Yeh Thoda Awaara Hoon Main
Jo Bhi Hoon Jaisa Hoon, Aisa Ya Waisa Hoon, Ab Toh Tumhara Hoon Main
Ho Aate Jaate Dekhoon Tujhko
Jaane Hua Hai Yeh Kya Mujhko
Sabse Baghawat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Saari Sharafat Kho Gayi, Allah Maaf Kare
Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah
Aye
Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tauba Tauba Tere.. Tu Lutt Gaya.. Tauba Tauba Tere.. Tu Lutt Gaya
Song Credits
Song: Allah Maaf Kare
Singer(s): Pritam, Sonu Nigam, Shilpa Rao
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil
Label: T-Series
Album: Desi Boyz
Released: 2011
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Allah Maaf Kare Lyrics – Pritam, Sonu Nigam, Shilpa Rao | Desi Boyz by Pritam. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Pritam soulful songs!


