Baatein Teri Lyrics – Aditi Singh Sharma & Yug Bhusal | Baatein Teri

Aa Chal Chalein Ki Hum Karein
Raaton Mein Aawargi
Ab Na Rukein Yeh Silsile
Chal Hum Karein Deewangi

Bakhuda Hua Kya
Yeh Khuda Hi Jaane
Bakhuda Main Jaanu Na

Baatein Teri Ab Mujhko
Jaane Kyun Achchi Lag Rahi
Raatein Sabhi Sang Tere
Jaane Kyun Sachchi Lag Rahi

Baatein Teri Ab Mujhko
Jaane Kyun Achchi Lag Rahi
Raatein Sabhi Sang Tere
Jaane Kyun Sachchi Lag Rahi

Tumse Milke Haan
Sab Kuch Kyun Achcha Lage
Mehki Har Shaam
Mujhko Yeh Sapna Lage

Tumse Milke Haan
Sab Kuch Kyun Achcha Lage
Mehki Har Shaam
Mujhko Yeh Sapna Lage

Mil Gaye Jaane Kis Mod Pe
Lamba Hai Safar Chal
Chalein Sitaron Ke Sheher

Bakhuda Hua Kya
Yeh Khuda Hi Jaane
Bakhuda Main Jaanu Na

Baatein Teri Ab Mujhko Jaane
Kyun Achchi Lag Rahi
Raatein Sabhi Sang Tere Jaane
Kyun Sachchi Lag Rahi

Baatein Teri Ab Mujhko Jaane
Kyun Achchi Lag Rahi
Raatein Sabhi Sang Tere Jaane
Kyun Sachchi Lag Rahi

Song Credits
Song: Baatein Teri
Singer(s): Aditi Singh Sharma & Yug Bhusal
Music: Aditi Singh Sharma, Yug Bhusal
Lyrics: Himanshu Kohli
Label: Zee Music Company
Album: Baatein Teri
Released: 2023
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Baatein Teri Lyrics – Aditi Singh Sharma & Yug Bhusal | Baatein Teri by Aditi Singh Sharma. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aditi Singh Sharma soulful songs!

Related Posts

Tu Jo Mila Acoustic Lyrics – Aditi Singh Sharma | T-Series Acoustics

Aashiyana Mera
Saath Tere Hai Na
Doondte Teri Gali
Mujhko Ghar Mila

Aabhudana Mera
Haath Tere Hai Na
Doondte Tera Khuda
Mujhko Rab Mila

Tu Jo Mila
Lo Ho Gaya…

Shaadi Wali Night Lyrics – Aditi Singh Sharma & Amaal Mallik | Calendar Girls

Thumka Kar Detha Crazy
Thumke Mein Aathi Tezi..Ha
Thumka Kar Detha Crazy
Thumke Mein Aathi Tezi
Desi Ho Jata Kabhi
Kabhi Hota Angrezi
Dj Wala Beat Bajake
Dj…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *