Chandni Raat Hai Lyrics – Abhijeet & Kavita Krishnamurthy | Baaghi – A Rebel For Love

Chandni raat hai, tu mere sath hai
Chandni raat hai, tu mere sath hai
Kuchh hawa sard hai, dil mein bhi dard hai
Kuchh hawa sard hai, dil mein bhi dard hai
Dard be-dard hai, lab pe koyi baat hai

Chandni raat hai, tu mere sath hai
Chandni raat hai, tu mere sath hai
Kuchh hawa sard hai, dil mein bhi dard hai
Kuchh hawa sard hai, dil mein bhi dard hai
Dard be-dard hai, lab pe koyi baat hai
Chandni raat hai, tu mere sath hai
Ho chandni raat hai, tu mere sath hai

Main jal raha hoon thandi agan se
Nazrein hatein na tere badan se
Main jal raha hoon thandi agan se
Nazrein hatein na tere badan se
Aisi baatein na kar mujhko lagta hai dar
Aisi baatein na kar mujhko lagta hai dar
Bekaraari badh rahi hai
Haathon mein hath hai
Chandni raat hai, tu mere sath hai
Chandni raat hai, tu mere sath hai

Khwaabon khyalon mein kho gayi hoon
Jaagi hain aankhein main so gayi hoon
Ho khwaabon khyalon mein kho gayi hoon
Jaagi hain aankhein main so gayi hoon
Bin tere hum-nashi neend aati nahi
Bin tere hum-nashi neend aati nahi
Haal kya hoga hamara yeh to shuruaat hai

Chandni raat hai, tu mere sath hai
Ho chandni raat hai, tu mere sath hai
Kuchh hawa sard hai, dil mein bhi dard hai
Kuchh hawa sard hai, dil mein bhi dard hai
Dard be-dard hai, lab pe koyi baat hai
Chandni raat hai, hum tere sath hain
Chandni raat hai, hum tere sath hain

Song Credits
Song: Chandni Raat Hai
Singer(s): Abhijeet & Kavita Krishnamurthy
Music: Anand-Milind
Lyrics: Sameer
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Baaghi – A Rebel For Love
Released: 1990
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Chandni Raat Hai Lyrics – Abhijeet & Kavita Krishnamurthy | Baaghi – A Rebel For Love by Abhijeet. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Abhijeet soulful songs!

Related Posts

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai…

Sheher Ki Ladki Lyrics – Badshah, Tulsi Kumar, Abhijeet, Chandra Dixit | Khandaani Shafakhana

AANKH MILAKE POOCHE, HI HOW ARE YOU
HI HOW ARE YOU, HI HOW ARE YOU
HAATH MILAKE POOCHE, HOW DO YOU DO
HOW DO YOU DO, HOW DO YOU DO
AANKH MILAKE POOCHE, HI HOW…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *