Zohrajabeen Lyrics – B Praak & Jaani | Zohrajabeen

Zohrajabeen
Zohrajabeen
Zohrajabeen
Zohrajabeen

Khoon Teri Yaadon Ke
Khoon Teri Baaton Ke
Khoon Teri Shamon Ke
Khoon Teri Raaton Ke

Khoon Mere Sapnon Ke
Khoon Meri Chahton Ke
Gaur Se Tu Dekh
Khoon Laga Tere Hathon Pe

Zohrajabeen
Koi Mehfil Nahi
Jis Mehfil Mein
Khoon Humne Thuke Nahi

Zohrajabeen
Tere Aashiq The
Tere Aashiq Hai
Tere Pairon Ke Joote Nahi
Zohra Jabeen

Ye Tu Kis Devte Ko Baliyan Chadhaye Meri
Pata Nahi Lagta Gardan Pe Waar Ka
Tu Aur Tere Shehar Ke Log Sare
Yaar Banake Khoon Peete Hai Yaar Ka

Jaan Koi Murdon Mein Fooke Nahi
Hum Tere Jaisa Yaar Chhoote Nahi
Tu Hi Tha Jhootha Hum Jhoothe Nahi

Zohrajabeen
Koi Mehfil Nahi
Jis Mehfil Mein
Khoon Humne Thuke Nahi

Zohrajabeen
Tere Aashiq The
Tere Aashiq Hai
Tere Pairon Ke Joote Nahi
Zohra Jabeen

Aankhein Fod Deti Hai Dil Nichod Deti Hai
Yaad Teri Dil Nahi Haddiyan Tod Deti Hai
Tu Nahi Chodta Kisi Ko Yahan
Ik Ghar To Jaani Chudail Chod Deti Hai

Use Nahi Pata Buri Bahot Hi Hoti Hai
Jigar Ke Aar Paar Chot Hi Hoti Hai
Aam Koi Hota To Bach Jati Zindagi
Shayar Se Bewafai Maut Hi Hoti Hai

Mere Hi Sanp The Paale Sanam
Mujhko Hi Chod Jane Wale Sanam
Jaise Main Toota Kanch Toote Nahi

Zohrajabeen
Koi Mehfil Nahi
Jis Mehfil Mein
Khoon Humne Thuke Nahi

Zohrajabeen
Tere Aashiq The
Tere Aashiq Hai
Tere Pairon Ke Joote Nahi
Zohrajabeen

Zohra Jabeen

Song Credits
Song: Zohrajabeen
Singer(s): B Praak & Jaani
Music: B Praak
Label: Universal Music India Pvt. Ltd. (Desi Melodies)
Album: Zohrajabeen
Released: 2023
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Zohrajabeen Lyrics – B Praak & Jaani | Zohrajabeen by B Praak. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and B Praak soulful songs!

Related Posts

Kaun Hoyega – Remix Lyrics – B Praak & Divya Bhatt | Qismat

Je mi nahi tere col te fir kaun hoega
Ruuh meri tadapegi Jaani dil ve roega

Mera vi jee nai lagna
Doo din vich mar jau saajana
Mai paagal hoo jaana
Mai ve te…

Jinke Liye (From “Jaani Ve”) Lyrics – Neha Kakkar & B Praak | Jinke Liye (From “Jaani Ve”)

Tere Liye Meri Ebadatte Whi Hai
Tere Liye Meri Ebadatte Whi Hai
Tu Saram Kar Teri Aadatte Whi Hai
Jinke Liye Hum Rote Hai
Ho Jinke Liye Hum Rote Hai
Wo Kisi…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *