Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Wo Jo Pyar Me Hota Hai Aitbar Me Hota Hai
Tere Saath Bhi Ae Yaar Mere Wahi To Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Wo Jo Pyar Me Hota Hai Aitbar Me Hota Hai
Tere Saath Bhi Ae Yaar Mere Wahi To Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Sukh Me Kate Ya Dukh Me Basar Ho Jina To Har Haal Me Hoga
Sukh Me Kate Ya Dukh Me Basar Ho Jina To Har Haal Me Hoga
Amrit Ho Aansu Ke Zehar Ho Pina To Har Haal Me Hoga
Khwab Ek Tuta To Kya Hua Aye Dil
Saath Ek Chhuta To Chhute Kya Aye Dil
Woh Jo Pyar Mein Hota Hai Aitbar Me Hota Hai
Tere Sath Bhi Ae Yaar Mere Wahi To Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Ponch Ke Aansu Jhaad Ke Daaman Chal To Sahi Manzil Hai Hazaaron
Hans Ke Zara Duniya Pe Nazar Kar Chahat Ke Kabil Hai Hazaaron
Aur Bhi Jagah Hai Jahan Me Aur Bhi Hai Galiyan
Aur Bhi Gul Hai Chaman Me Aur Bhi Hai Kaliyan
Woh Jo Pyar Mein Hota Hai Aitbar Me Hota Hai
Tere Sath Bhi Ae Yaar Mere Wahi To Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Woh Jo Pyar Mein Hota Hai Aitbar Me Hota Hai
Tere Sath Bhi Ae Yaar Mere Wahi To Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Mat Ro Mere Dil Chup Ho Ja Hua So Hua
Song Credits
Song: Mat Ro Mere Dil
Singer(s): Anuradha Paudwal & Udit Narayan
Music: Anand-Milind
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Label: T-Series
Album: Aayee Milan Ki Raat
Released: 1990
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Mat Ro Mere Dil Lyrics – Anuradha Paudwal & Udit Narayan | Aayee Milan Ki Raat by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!


