Jiye to jiye kaise haye bin aapke
Jiye to jiye kaise haye bin aapke
Lagta nahin dil kahin bin aapke
Jiye to jiye kaise haye bin aapke
Jiye to jiye kaise haye bin aapke
Kaise kahun bina tere zindagi yeh kya hogi
Kaise kahun bina tere zindagi yeh kya hogi
Jaise koi saza, koi bad-dua hogi
Jaise koi saza, koi bad-dua hogi
Maine kiya hai yeh faisla
Jeena nahin hai tere bina
Jiye to jiye kaise bin aapke
Jiye to jiye kaise haye bin aapke
Mujhe koyi dede zehar
Hans ke main pee loongi
Mujhe koyi dede zehar
Hans ke main pee loongi
Har dard seh loongi
Har haal main jee loongi
Har dard seh loongi
Har haal main jee loongi
Dard-e-judayi seh na sakungi
Tere bina main reh na sakungi
Jiye to jiye kaise bin aapke
Jiye to jiye kaise bin aapke
Dekh ke woh mujhe tera palkein jhuka dena
Dekh ke woh mujhe tera palkein jhuka dena
Yaad bahut aaye tera muskura dena
Yaad bahut aaye tera muskura dena
Kaise bhulaun woh saari baatein
Woh meethi raatein, woh mulakatein
Jiye to jiye kaise bin aapke
Jiye to jiye kaise haye bin aapke
Lagta nahin dil kahin bin aapke
Jiye to jiye kaise bin aapke
Jiye to jiye kaise ho bin aapke
Song Credits
Song: Jeeye To Jeeye Kaise (From "Saajan")
Singer(s): Kumar Sanu, S.P. Balasubramaniam, Anuradha Paudwal
Music: Kumar Sanu, S.P. Balasubramaniam, Anuradha Paudwal, Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Bollywood Music – Kumar Sanu At His Best, Vol. 1
Released: 2016
Language: Hindi
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Jeeye To Jeeye Kaise (From “Saajan”) Lyrics – Kumar Sanu, S.P. Balasubramaniam, Anuradha Paudwal | Bollywood Music – Kumar Sanu At His Best, Vol. 1 by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!


