Aankhon mein aankhein daal ke
Karti hoon tujhse sawal yeh
Poori kyun hoti na yeh khwahishein
Dede tu mujhko jawab yeh
Teri lakh duayein maangi
Ab hai yeh duhayi kahan ki
Mere paas nahi hai tu kyun
Kyun paas mere tanhayi
Main to piya ki gali
Main to piya ki gali
Jiya bhool aayi re
Koi jaye to le aaye
Meri lakh duayein paye
Koi jaye to le aaye
Meri lakh duayein paye
Koi jaye to le aaye
Meri lakh duayein paye
Tu hi hai neendon khayalon mein
Dil ke sawalon jawabon mein
Dekhe nazar jo bhi tujhko yeh
Behki phire woh to raaton mein
Lakhon dilon ka nasha hoon main
Jeene ke sabki wajah hoon main
Dekh ke dhadkan jo ruk jaye
Husne haya ki bala hoon main
Keh de jo tu tere dil mein hai chhipa
To tham jaye afsana mere is dil ka
Dil ko dil se itna na lagana re
Mit jaye parwana ban ke is dil ka
Main to piya ki gali
Main to piya ki gali
Jiya bhool aayi re
Koi jaye to le aaye
Meri lakh duayein paye
Koi jaye to le aaye
Meri lakh duayein paye
Koi jaye to le aaye
Meri lakh duayein paye
The Boss
The Boss
Song Credits
Song: Koi Jaye Toh Leh Aaye
Singer(s): AKASA & Aasa Singh
Music: AKASA, Aasa Singh, The Boss, Anu Malik
Lyrics: Rahat Indoree, Ayush Kapoor
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Koi Jaye Toh Leh Aaye
Released: 2023
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Koi Jaye Toh Leh Aaye Lyrics – AKASA & Aasa Singh | Koi Jaye Toh Leh Aaye by Aasa Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aasa Singh soulful songs!

