Pyar Hone Laga Hai Lyrics – Sonu Nigam & Alka Yagnik | Janasheen

Chehra Tumhara Hai Kitna Pyara, Dekhein Bina Mera Ho Na Gujara
Rab Ne Tumhein Bhi Kya Khub Banaya
Meri Najar Se Khud Ko Dekho Toh Yaara
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha

Dil Deewana, Deewana Dil

Dil Deewana Bekarar Hone Laga Hai
Dil Deewana Bekarar Hone Laga Hai

Halka Halka Sa Khumar Hone Laga Hai
Kehte Hain Mere Yaar,
Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Mujhe Pyar Hone Laga Hai

Dil Deewana Bekarar Hone Laga Hai
Halka Halka Sa Khumar Hone Laga Hai
Tu Bhi Yeh Sun Le Yaar,
Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha

Jab Se Kiya Hai Dilbar, Maine Didaar Tera
Pal Pal Mujhe Rehta Hai, Bas Intazaar Tera
Najron Ne Meri Jab Se, Tera Khawab Yaar Dekha
Na Dekh Kar Bhi Tujhko, Sau Baar Yaar Dekha
Koyi Jaadu
Koyi Jaadu Baar Baar Hone Laga Hai
Dil Deewana Bekarar Hone Laga Hai
Tu Bhi Yeh Sun Le Yaar

Pyar Hone Laga Hai, Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Pyar Hone Laga Hai, Mujhe Pyar Hone Laga Hai

Hey…. Ra Ra Ra Ra Ra Ra…..
Aa…. Aa…. Aa….

Yeh Keh Rahi Hai Humse, Deewanagi Hamaari
Kahi Humko Le Dube Na, Yeh Aashiqi Tumhaari

Yeh Ishq Hi Masiha, Yeh Ishq Hi Khuda Hai
Mil Kar Juda Na Ho Hum, Labb Par Yehi Duwa Hai
Mujhko Tera Sach, Mujhko Tera Aitbar Hone Laga Hai
Dil Deewana Bekarar Hone Laga Hai
Kehte Hain Mere Yaar, Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Pyar Hone Laga Hai
Pyar Hone Laga Hai, Mujhe Pyar Hone Laga Hai
Oh Dil Deewana Bekarar Hone Laga Hai
Halka Halka Sa Khumar Hone Laga Hai
Tu Bhi Yeh Sun Le Yaar,

Mujhe Pyar Hone Laga Hai Pyar Hone Laga Hai
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha

Song Credits
Song: Pyar Hone Laga Hai
Singer(s): Sonu Nigam & Alka Yagnik
Music: Anand Raaj Anand
Lyrics: Praveen Bhardwaj
Label: T-Series
Album: Janasheen
Released: 2003
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Pyar Hone Laga Hai Lyrics – Sonu Nigam & Alka Yagnik | Janasheen by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Kudiyan Shaher Diyan Lyrics – Daler Mehndi & Alka Yagnik | Arjun Pandit

Oye Hoye, Ke Kudiyan Shehar Diyan
Oye Hoye, Ke Kudiyan Shehar Diyan
Oye Hoye, Ke Kudiyan Shehar Diyan
Oye Hoye, Ke Kudiyan Shehar Diyan
Oye, Lakh Pataey Naa…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *