Phool Gulab Ka Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Biwi Ho To Aisi

Phool Gulaab Ka..
Phool Gulaab Ka Laakhon Mein Hazaaron Mein
Ek Chehara Janaab Ka…
Phool Gulaab Ka..

Haan Jhonke Suroor Ke
Jhonke Suroor Ke
Aisi Tareefein Tareefein
Aisi Tareefein Karna
Seekhe Koi Huzoor Se..
Phool Gulaab Ka..
Haan Jhonke Suroor Ke

Gore Gore Haathon Mein Mehandi Mehakti Hai
Gore Gore Haathon Mein Mehandi Mehakti Hai
Phool Si Kalaai Mein Choodi Khanakati Hai
Choodi Khanakati Hai..
Maujein Chenab Ki
Maujein Chenab Ki
Maathe Pe Chamakati Hai Bindiya Hijaab Ki
Phool Gulaab Ka..

Khushbuon Ke Saaye Mein Kya Kya Gul-Boote Hain
Khushbuon Ke Saaye Mein Kya Kya Gul-Boote Hain
Prem Rang Sachcha Hai, Baaki Rang Jhoothe Hain
Baaki Rang Jhoothe Hain..
Mausam Jawaan Hai
Mausam Jawaan Hai..
Tauba Boloon Kya Boloon
Mushkil Mein Jaan Hai..
Jhonke Suroor Ke..

Thami Thami Leharein Hain, Ruka Ruka Paani Hai
Thami Thami Leharein Hain, Ruka Ruka Paani Hai
Teri Meri Aankhon Mein Raat Ki Kahani Hai
Teri Meri Aankhon Mein Raat Ki Kahani Hai
Raat Ki Kahani Hai..
Waada Bahaar Ka
Waada Bahaar Ka..
Umra Bhar Gaayenge Nagma Yeh Pyaar Ka

Phool Gulaab Ka Laakhon Mein Hazaaron Mein
Ek Chehara Janaab Ka…
Jhonke Suroor Ke
Aisi Tareefein Karna
Seekhe Koi Huzoor Se..
Phool Gulaab Ka Laakhon Mein Hazaaron Mein
Ek Chehara Janaab Ka…
Phool Gulaab Ka Laakhon Mein Hazaaron Mein
Ek Chehara Janaab Ka…

Song Credits
Song: Phool Gulab Ka
Singer(s): Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz
Music: Laxmikant – Pyarelal
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Biwi Ho To Aisi
Released: 1988
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Phool Gulab Ka Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Biwi Ho To Aisi by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Teri Payal Baji Jahan Lyrics – Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal | Bade Ghar Ki Beti

Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chham

Teri payal baji jahan main pagal hua…

Chhodenge Na Hum Tera Saath Lyrics – Ravindra Jain, Anuradha Paudwal, Mohammad Aziz | Marte Dam Tak

Chodenge naa hum tera saath
O, saathee, marte dam tak
Chodenge naa hum tera saath
O, saathee, marte dam tak
Marte dam nahin, agle janam tak
Agle janam nahin,…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *