Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Yu to pyar sabhi karte hain
Magar nibhate hai kuchh log
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog

Pyar chubhan hai
Pyar agan hai
Pyar chubhan hai pyar agan hai
Aisa sab kyu kahta hai
Sunte hai do pal ki khushi mei
Ansu umar bhar bahta hai

Pyar samarpan hai pyar hai pooja
Pyar ke rang sa na rang koi duja
Pyar mei do aasu jo bahe bhi to kya hai
Pyar ki barkha ka apna maza hai

Lekin pyar kiya nahi jata
Ye to hota hai sanjog
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog

Achha to kuch or batao
Pyar me kya kya hota hai
Pyar kisi se ho jaye to
Kaise bayan wo hota hai

Pyar hai wo kaisa jo karne pada bayan
Nazron se padhte hai dil ki zubaan
Pyar ki dunia to sabse juda hai
Pyar se mahka ye sara jahan
Samjh gayi mai pyar ka matlab
Yun hi kahte hai sab log

Are yu to pyar sabhi karte hain
Magar nibhate hai kuchh log
Yu to pyar sabhi karte hai
Magar nibhate hai kuchh log
Pyar se dunia pyar se khushiya
Phir bhi isko kahte rog

Song Credits
Song: Kya Hai Pyar Bataao Naa
Singer(s): Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy
Music: Anand Raaj Anand
Lyrics: Sudhakar Sharma
Label: T-Series
Album: Pardesi Babu
Released: 1998
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu by Kavita Krishnamurthy. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Kavita Krishnamurthy soulful songs!

Related Posts

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Hum Pyar Karne Wale Lyrics – Anand-Milind, Udit Narayan, Anuradha Paudwal | Dil

Hum pyar karne wale
Duniya se na darne wale
Hum pyar karne wale
Duniya se na darne wale
Duniya se na darne wale
Yaar jalne walon ko jalayenge
Pyar mein…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *