Chhoti Chhoti Raatein
Lambi Ho Jaati Hain
Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Baithe Bithaaye Yuhi Neendein Kho Jaati Hain
Dil Mein Bechaini Aankhon Mein Intezaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai

Deewano Si Haalat Hai Apni
Pucho Na Kya Chaahat Hai Apni
Tham Li Maine Teri Yeh Baahen
In Baahon Mein Jannat Hai Apni
Phool Sa Khilke Mehka Hai Yeh Dil
Phir Tujhey Chhuke Mehka Hai Yeh Dil
Dil Ka Kya Hai Yeh To Harpal Bekaraar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Panchhi Banke Udta Hai Ye Dil
Milti Hai Jab Sapno Ki Manzil
Sapne To Phir Sapne Hote Hain
Sach Hai Yeh Kab Apne Hote Hain
Jaag Kiya Ke Dekha Kare Sapna
Jab Koi Dil Ko Lage Koi Apna
Na Dil Pe Kaabo Na Khud Pe Ikhtiyaar Hoyta Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Baithe Bithaaye Yunhi Neendein Kho Jaati Hain
Dil Mein Bechaini Aankhon Mein Intezaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Song Credits
Song: Chhoti Chhoti Raatein
Singer(s): Sonu Nigam & Anuradha Paudwal
Music: Nikhil-Vinay
Lyrics: Faaiz Anwar
Label: T-Series
Album: Tum Bin
Released: 2001
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Chhoti Chhoti Raatein Lyrics – Sonu Nigam & Anuradha Paudwal | Tum Bin by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!