Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye Lyrics – Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Babla Mehta | Tahalka

Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Maine Ranga Basanti Ho O
Maine Ranga Basanti Chola Dildar Ke Liye
Dil Diwani Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwani Ka Dola Dildar Ke Liye
Maine Ranga Basanti Ho O
Maine Ranga Basanti Chola Mere Pyar Ke Liye
Dil Diwani Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye

Ye Pyar Bhi Hai Bimari Meri Laz Saram Gayi Mari
Ye Pyar Bhi Hai Bimari Meri Laz Saram Gayi Mari
Mujhe Pagli Kahe Dunia Sari
Mujhe Pagli Kahe Dunia Sari
Mera Tan Man Le Ho
Mera Tan Man Le Hichkola Mere Yar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwani Ka Dola Dildar Ke Liye

O Rabba Kuchh Karwa De Koi Aisa Jatan Bata De
O Rabba Kuchh Karwa De Koi Aisa Jatan Bata De
Mere Yaar Se Mujhe Mila De
Mere Yaar Se Mujhe Mila De
Maine Ang Ang Ho
Maine Ang Ang Mad Ghola Mere Yaar Ke Liye
Dil Diwani Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye

Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Aayega
Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Aayega
Is Dil Me Siwa Tere Koi Or Na Aayega, Koi Or Na Aayega
Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Aayega

Tu Sath Na De Mera Chalna Mujhe Aata Hi
Har Aag Se Wakif Hu Jalna Mujhe Aata Hai
Ye Jiwan Ka Putla Jal Jaye Bhi To Kya
Ye Jiwan Ka Putla Jal Jaye Bhi To Kya
Marne Ke Liye Aisa Koi Daur Na Ayega
Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Ayega
Is Dil Me Siwa Tere Koi Or Na Ayega, Koi Or Na Ayega
Jo Beet Gaya Hai Wo Ab Daur Na Ayega

Thode Din Ki Jindgani Aati Jati Hai Jawani
Thode Din Ki Jindgani Aati Jati Hai Jawani
Kahi Utar Na Jaye Pani
Kahi Utar Na Jaye Pani
Ye Raz Amar Ne
Ye Raz Amar Ne Khola Mere Yaar Ke Liye
Dil Diwani Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Maine Ranga Basanti Ho O
Maine Ranga Basanti Chola Mere Yaar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye

Song Credits
Song: Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Singer(s): Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Babla Mehta
Music: Anu Malik
Lyrics: Santosh Anand
Label: T-Series
Album: Tahalka
Released: 1990
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye Lyrics – Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Babla Mehta | Tahalka by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Chhoti Chhoti Raatein Lyrics – Sonu Nigam & Anuradha Paudwal | Tum Bin

Chhoti Chhoti Raatein
Lambi Ho Jaati Hain

Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Baithe Bithaaye Yuhi Neendein Kho Jaati Hain
Dil Mein Bechaini Aankhon…

Jaate Ho Pardesh Piya Lyrics – Anuradha Paudwal & Nitin Mukesh | Jeena Teri Gali Mein

Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Dekho Tum Bhi Khat Mera Dekho Tum Bhi Khat Mera
Paate Hi Khat…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *