Heer Toh Badi Sad Hai (From “Tamasha”) Lyrics – Mika Singh, A.R. Rahman, Irshad Kamil | Dazzling Deepika Padukone

Heer Toh Badi Sad, Aaye Hoye
Aaj Kal Very Mad, Haaye Ji
Heer Toh Badi Sad, Aaye Hoye
Aaj Kal Very Mad, Haaye Ji
Na Khaati Peeti, Aaye Hoye
Rona Dhona Mushkil, Haaye Ji
Pyaar Ki Loo Mein Itni Jal Gayi, Hoye Hoye
Loo Mein Jaana Mushkil Hai, Hoye
Loo Mein Jaana Mushkil Hai, Hoye
Heer Ki Haalat, Kasam Rab Ki, Hoye
Kasam Rab Ki, Hoye!
Kasam Rab Ki, Hoye!
Aaj Kal Very Bad Hai Ji, Aaye Hoye
Heer Toh Badi Sad Hai Ji, Haaye Ji
Aaj Kal Very Mad Hai Ji, Aaye Hoye
Heer Toh Badi Sad Hai Ji, Haaye Ji

Ho.. Ishq Hai Maachis, Dil Hai Diesel
Dono Tange Dooram Door
Kaante Kaante Aankh Paankh Ko,
Sapne Kar Gaye Chooram Choor,
Haye Baaji Padi Band Heer Ki,
Abb Iss Band Pe Naache Kaun
Huyi Bolti Band Band Si,
Kai Dino Se Hai Wo Bore
Log Kahe Ki Sanki Ho Gayi,
Haaye
Ya Wo Utter Mad Hai, Aaye Haaye
Heer Toh Badi Sad Hai, Haaye Ji
Heer Toh Badi Sad Hai Ji, Aaye Hoye
Aaj Kal Very Bad Hai Ji, Haaye Ji

Ho.. Mann Mridang Baje Bedhang
Uda Hai Rang Bechaare Ka
Luk Muk Upar Pressure Cooker,
Huya Dimaag Kunwaare Ka, Hoye…
Haaye
Tel Lagaye Nayi Zindagi,
So So Ke Din Kaante Wo
Waqt Ke Muh Pe Gussa Karke,
Maarti Rehti Chaante Woh
Fiqr Mein Ab Toh Uska Dad Hai
Haaye Mom Bhi Badi Sad Hai, Haaye Hoye
Heer To Very Mad Hai, Haaye Ji
Aaj Kal Very Bad Hai, Haaye Hoye
She Is Toh Nod Cat Hai, Haaye Ji
Na Khaati Peeti, Aaye Hoye
Rona Dhona Mushkil,
Pyaar Ki Loo Mein Itni Jal Gayi, Hoye Hoye
Loo Mein Jaana Mushkil Hai, Hoye
Loo Mein Jaana Mushkil Hai, Hoye
Heer Ki Haalat, Kasam Rab Ki, Hoye
Kasam Rab Ki, Hoye!
Kasam Rab Ki, Hoye!
Aaj Kal Very Bad Hai Ji, Aaye Hoye
Heer Toh Badi Sad Hai Ji, Haaye Ji
Aaj Kal Very Mad Hai Ji, Aaye Hoye
Heer Toh Badi Sad Hai Ji, Haaye Ji

Tang Tang Tang, Tang Tang Tang
Tang Tang Tang, Tang Tang Tang
Haaye Hoye. Haaye Ji
Haaye Hoye. Haaye Ji
Haaye Hoye. Haaye Ji

Song Credits
Song: Heer Toh Badi Sad Hai (From "Tamasha")
Singer(s): Mika Singh, A.R. Rahman, Irshad Kamil
Music: A.R. Rahman
Label: T-Series
Album: Dazzling Deepika Padukone
Released: 2024
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Heer Toh Badi Sad Hai (From “Tamasha”) Lyrics – Mika Singh, A.R. Rahman, Irshad Kamil | Dazzling Deepika Padukone by A.R. Rahman. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and A.R. Rahman soulful songs!

Related Posts

Kun Faaya Kun Lyrics – A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan | Rockstar

Ya Nizamuddin Auliya, Ya Nizamuddin Salqa

Kadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le,
Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera,
Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein
Tere…

Unke Nashe Mein Lyrics – Sukhwinder Singh, Mika Singh, Anand Raaj Anand | Shootout At Lokhandwala

Unke Nashe Mein, Unke Nashe Mein
Unke Nashe Mein, Unke Nashe Mein
Unke Nashe Mein Jalte Rahein
Jalte Rahein

Unke Nashe Mein Jalte Rahein
Hay Unke Nashe Mein…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *