Jigar Thanda (Female) Lyrics – A.R. Rahman, Shilpa Rao, Amina Rafiq, Adithya RK, Irshad Kamil | Tere Ishk Mein

Ta-Re, Ta-Re, Ta-Ra-Ta-Ra-Ta-Ra

Jigar Thanda Re, Jigar Thanda Re
Aashiq-O-Maashooq Hoti Gorakh-Dhanda Re
Jigar Thanda Re, Jigar Thanda Re
Seene Se Udd Jaata Hai, Dil Parinda Re

Baat “Jo Bane”, To Bhi Mushkilein
Baat “Na Bane”, To Bhi Mushkilein
Jigar Thanda Re, Jigar Thanda Re
Rangbaazi Kar Deti Sharminda Re

Lage Jo Nibhaaoge, Bada Pachhtaaoge
Kahin Ka Na Chhode Ishqa
Mile Mulaaqaaton Mein, Sadme Saugaaton Mein
Deta Hai Bichhode Ishqa

O.. Yaadon Ke Jharokhe Mein
Chaahaton Ke Dhokhe Mein
Chal Koi Raah, Takna Re
Jigar Thanda Re, Jigar Thanda Re
Rangbaazi Kar Deti Sharminda Re

“Hansna” Haseena Ka Ek Hoshiyaari Hai
Isko Daana Samjho
Dekh Muskaaye Jo, Zara Paas Aaye Jo
Isko Fida Na Samjho

O.. Koi Matlab Hoga
Sab Aisa Tab Hoga
Hota Hai Yahi Funda Re

Jigar Thanda Re, Rakhna, Jigar Thanda Re
Aashiq-O-Maashooq Hoti Gorakh-Dhanda Re
Jigar Thanda Re, Jigar Thanda Re
Seene Se Udd Jaata Hai, Dil Parinda Re

Baat “Jo Bane”, To Bhi Mushkilein
Baat “Na Bane”, To Bhi Mushkilein
Jigar Thanda Re, Jigar Thanda Re
Rangbaazi Kar Deti Sharminda Re..!

Song Credits
Song: Jigar Thanda (Female)
Singer(s): A.R. Rahman, Shilpa Rao, Amina Rafiq, Adithya RK, Irshad Kamil
Music: A.R. Rahman
Label: T-Series
Album: Tere Ishk Mein
Released: 2025
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Jigar Thanda (Female) Lyrics – A.R. Rahman, Shilpa Rao, Amina Rafiq, Adithya RK, Irshad Kamil | Tere Ishk Mein by A.R. Rahman. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and A.R. Rahman soulful songs!

Related Posts

Allah Maaf Kare Lyrics – Pritam, Sonu Nigam, Shilpa Rao | Desi Boyz

Tauba Tauba Tere Pyaar Mein
Lutt Gaya Iqraar Mein

Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare
Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare

Oo
Tujhse Mohabbat Ho Gayi,…

Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”) Lyrics – Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi | Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”)

Ek si aankhein…hain
Ek sa nazariyaa hai
Jinse dekhein hum jahaan hai

Ek si baatein… hain
Dil se hi kehni hain
Chaahe koi bhi zubaan hai

Amhi kuthun hi…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *