Rehbara Lyrics – Abhijeet Srivastava & Shayra Apoorva | Rehbara

Khushbuyein na gulaab
Botalein na sharaabein
Teri aankhon ke aage
Kuch bhi nahi
Na haqeeqat na khwaab
Na ghazal na kitaabein
Tumse behtar kyun jaane
Lagte nahin

Khwaabon mein likhte
Rozaana hain
Kehna kya kya saamne tere
Phir jaana kyun bhool jaate hain
Dekhein jab tumhe

Rehbara
Kiya ye kya
Dil mera
Laga yun tumse
Tumse haan
Kahin bhi aur ye
Lagta nahi
Rehbara
Hua ye kya
Dil mera
Laga yun tumse
Tumse haan
Kahin bhi aur ye
Lagta nahi nahi nahi

Resham si zulfon ko
Gaalon pe tum
Aise na yun uljhao jaana
Saanson ko meri
Sambhalne toh do
Aise toh naa behkaao jaana
Sunta rahun teri baatein
Yahi toh bas ab kaam hain mere
Hai laazmi reh na paana
Yun chaahe bin tumhe
Rehbara
Kiya ye kya
Dil mera
Laga yun tumse
Tumse haan
Kahin bhi aur ye
Lagta nahi
Rehbara
Hua ye kya
Dil mera
Laga yun tumse
Tumse haan
Kahin bhi aur ye
Lagta nahi nahi

Chaand kahun
Kabhi jaam kahun
Kabhi saans kahun
Kabhi dil saara
Tere liye mai kya kya likhun
Tu jaane jaane naa
Din bhi gaye
Meri raatein gayi
Gayi dil se nahin
Tu dildaara
Tere liye mai kya kya likhun
Kyun maane maane na
Rehbara
Kiya ye kya
Dil mera
Laga yun tumse
Tumse haan
Kahin bhi aur ye
Lagta nahi
Rehbara
Hua ye kya
Dil mera
Laga yun tumse
Tumse haan
Kahin bhi aur ye
Lagta nahi nahi

Song Credits
Song: Rehbara
Singer(s): Abhijeet Srivastava & Shayra Apoorva
Music: Abhijeet Srivastava
Lyrics: Shayra Apoorva
Label: Unbound Records Pvt Ltd.
Album: Rehbara
Released: 2026
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Rehbara Lyrics – Abhijeet Srivastava & Shayra Apoorva | Rehbara by Abhijeet Srivastava. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Abhijeet Srivastava soulful songs!

Related Posts

Sazayein Lyrics – Abhijeet Srivastava, Akshay The One, DigV | Sazayein

Ve Teri Zulfan De Ye Saaye
Mainu Thagg Le Jangde Re
Ve Teri Zulfan De Ye Saaye
Mainu Thagg Le Jangde Re

Je Tenu Dekhu Ve Dekhu Ve
Dekhu Dekhu Ve
Ve Teri…

Shartaan Lyrics – Shayra Apoorva, Tulsi Kumar, Abhijeet Srivastava | Shartaan

Tainu yaar pukaarey
Sau sau baar pukaarey ve
Hanju khaarey khaarey
Baithe aankh mein saare ve
Aisi hatthaan di lakeer ve
Khoya maine peer ve
Taan vi dil fakeer…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *