Lihaaz Lyrics – Shayra Apoorva, Abhijeet Srivastava, Samyak Prasana | Lihaaz

Kar ke tujh hi se hi
Terii ibaadat
Tujhe maang lun mai
Tujhe maang lun mai
Baahein teri ye gar
De dein ijaazat
Inhe thaam lun mai
Inhe thaam lun
Jannaton ke
Ab se yahi hain maayne
Jis jagah tu
Reh le mere
Paas mein
Jaaneya ve
Jaaneya
Ye tay raha
Milta ab jo sukoon
Hai teri Baahon mein
Aisa pehle kahin na mila
Milta ab jo sukoon
Hai teri Chaaon mein
Aisa pehle kahin na mila
Is hi lihaaz se
Hum aapse ye
Kehna chahte
Chahein yun hi umra bhar
Hain saath aapka
Is hi lihaaz se
Hum aapse ye
Kehna chahte
Hoye na juda kabhi
Ho aaisa raabta

Antara-

Jab se ho tum hame
Haasil hue
Aasaan tabse
Hui hai saari
Raahein meri
Ham toh nahi tere
Kaabil hue
Phir bhi tumne
Chhodi na ye
Baahein meri
Tootne na doge tum
Ye dil ek baar bhi
Hai yakeen ye yakeen
Dil ko hua
Khwaabon mein bhi
Socha na tha
Paaya wo pyaar maine
Tumne hai jo
Tumne hai diya
Milta ab jo sukoon hai
Teri baahon mein
Aisa pehle kabhi na mila
Milta ab jo sukoon hai
Teri chhaon mein
Aisa pehle kahin na mila
Is hi lihaaz se
Hum aapse ye
Kehna chahte
Chahein yun hi umra bhar
Hain saath aapka
Is hi lihaaz se
Hum aapse ye
Kehna chahte
Hoye na juda kabhi
Ho aaisa raabta

Song Credits
Song: Lihaaz
Singer(s): Shayra Apoorva, Abhijeet Srivastava, Samyak Prasana
Music: Abhijeet Srivastava
Lyrics: Shayra Apoorva
Label: Unbound Records Pvt Ltd.
Album: Lihaaz
Released: 2026
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Lihaaz Lyrics – Shayra Apoorva, Abhijeet Srivastava, Samyak Prasana | Lihaaz by Abhijeet Srivastava. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Abhijeet Srivastava soulful songs!

Related Posts

Sazayein Lyrics – Abhijeet Srivastava, Akshay The One, DigV | Sazayein

Ve Teri Zulfan De Ye Saaye
Mainu Thagg Le Jangde Re
Ve Teri Zulfan De Ye Saaye
Mainu Thagg Le Jangde Re

Je Tenu Dekhu Ve Dekhu Ve
Dekhu Dekhu Ve
Ve Teri…

Shartaan Lyrics – Shayra Apoorva, Tulsi Kumar, Abhijeet Srivastava | Shartaan

Tainu yaar pukaarey
Sau sau baar pukaarey ve
Hanju khaarey khaarey
Baithe aankh mein saare ve
Aisi hatthaan di lakeer ve
Khoya maine peer ve
Taan vi dil fakeer…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *