Mujhko Barsaat Bana Lo Lyrics – Armaan Malik & Jeet Gannguli | Junooniyat

Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo, jaana
Mujhko alfaaz bana lo, dil ki aawaaz bana lo
Gahra sa raaz bana lo, jaana
Nasha hoon main, bahakne do
Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do
Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo, jaana
Mujhe apne sirhaane pe thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki koyi toh wajah de do
Mujhe apne sirhaane pe thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki koyi toh wajah de do
Hawaa hoon main, lipatne do
Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do
Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo, jaana
Tere sang guzar jaaye ye umra jo baaqi hai
Hans do na zara khul ke, kaahe ki udaasi hai?
Tere sang guzar jaaye ye umra jo baaqi hai
Hans do na zara khul ke, kaahe ki udaasi hai?
Subah hoon main, aane do
Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do
Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo, jaana
Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo, jaana

Song Credits
Song: Mujhko Barsaat Bana Lo
Singer(s): Armaan Malik & Jeet Gannguli
Music: Jeet Gannguli
Lyrics: Mr. Rashmi Virag
Label: T-Series
Album: Junooniyat
Released: 2016
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Mujhko Barsaat Bana Lo Lyrics – Armaan Malik & Jeet Gannguli | Junooniyat by Armaan Malik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Armaan Malik soulful songs!

Related Posts

Jai Jai Jai Jai Ho (Title Track) Lyrics – Amaal Mallik, Wajid Khan, Armaan Malik, Bhaven Dhanak, Brijesh Shandilya | Jai Ho

Ai Jai Jai Jai Jai Jai Ho Jai Ho
Jai Jai Jai Jai Jai Jai Ho Jai Ho
Jai Jai Jai Jai Jai Jai Ho Jai Ho
Jai Jai Jai Jai Jai Jai Ho Jai Ho

Jai Jai Jai Jai Jai Jai…

Sau Aasmaan Lyrics – Armaan Malik, Amaal Mallik, Neeti Mohan, Kumaar | Baar Baar Dekho

Aankhon ko� teri aadat hai,
Tu dikhe na toh inhe shiqayat hai (x2)

Bin chhuey chhu liye hain
Tune mujhko diye hain
Pyaar ke ye taraane janiya

Ye jo ab ho…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *