Mora Piya Lyrics – Arslan Nizami, Shradha Mishra, Hyder Dar | Riqqat

Mora piya na awat kahey
Dil mora dadkay

Kaisi bechaini hai kaisey beetengi ratiyaan
Dafna k dil mai jo leke baithey batiyan
Surma nooraani hai ya naino’n ki galatiyan
Aalam roohaani tere hone se O sajnaa

Raato’n ko chori chori aaye morey angnaa
Balam harjaayi hai pehnaayi jaavey kangna x2
Mora piya na awat kahey
Dil mora dadkey

Chingaariyun se dil na lagana
Khud he dil ko aag lagaana

Ab toh kya sach hai kya hai jhoot mai na jaanu
Rasmun riwaajun ko tere na manu

Raato’n ko chori chori aaye morey angnaa
Balam harjaayi hai pehnaayi jaavey kangna
Mora piya na awat kahey
Dil mora dadkey

Song Credits
Song: Mora Piya
Singer(s): Arslan Nizami, Shradha Mishra, Hyder Dar
Music: Arslan Nizami, Shradha Mishra, Hyder Dar
Lyrics: Qafilah, Mueen Farooq
Label: Artiste First
Album: Riqqat
Released: 2025
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Mora Piya Lyrics – Arslan Nizami, Shradha Mishra, Hyder Dar | Riqqat by Arslan Nizami. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arslan Nizami soulful songs!

Related Posts

Khudayi Lyrics – Arslan Nizami | Golden Hour: Eid Edition

Ye dil ne kaisi adaa dikhayi
Qarib tar jab tu mere aayi

Mila bahaana k laut aaon
Sabaa ne jab bhi sadaa sunayi

Adaawatu mein mohabbatein hai
Hararatu ki…

Tu Kahan Hai Lyrics – Arslan Nizami | Riqqat

Tu kahan hai
Raakh raak saaf saaf
Khaah khaah paak paak
Tu kahan hai
Tu bekhabar hai
Tu befikar rehe
Mai bekhabar hoon
Dil besabar hai
Tu kahan…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *