Ye dil ne kaisi adaa dikhayi
Qarib tar jab tu mere aayi
Mila bahaana k laut aaon
Sabaa ne jab bhi sadaa sunayi
Adaawatu mein mohabbatein hai
Hararatu ki misaal paayi
Lahoo ka bikna riwaaz hota
Hayaat hote agar fidaayi
Ghulaamein ishq e yagaana banja
Qadam mai teri hai baadshahi
Ye sheikh tumko bigaad dega
Qasam khuda ki na ye khudaayi
Riza tu apna qalam utha le
Hai aasman tak teri rasaayi
Kise sunau mai haal dil ka
Qasam khuda ki na ye khudayi
Mai naam japta raha ussi ka
Jo mere dil na mujhe sunai
Tuje jo pai kamaal kiska
Tuje bhulai majaal kiski
Song Credits
Song: Khudayi
Singer(s): Arslan Nizami
Music: Arslan Nizami
Lyrics: Mehdi Riza
Label: Artiste First
Album: Golden Hour: Eid Edition
Released: 2026
Language: Hindi
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Khudayi Lyrics – Arslan Nizami | Golden Hour: Eid Edition by Arslan Nizami. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arslan Nizami soulful songs!


