Us Ladki Pe Dil Aaya Lyrics – Anuradha Paudwal & Kumar Sanu | Naam Gum Jaayega

Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Mera Dil Bhi Churaya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai

Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Mera Dil Bhi Churaya Hai
Uss Ladke Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladke Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai

Dheere Dheere Paas Aa Rahi Hai
Phir Kyun Mujhse Door Jaa Rahi Hai
Shayad Uski Ye Ek Adaa Hai
Woh Kyaa Jaane Jaan Jaa Rahi Hai
Jeena Bhi Bhulaya Deewana Banaya
Jeena Bhi Bhulaya Deewana Banaya
Aisa Jaadoo Chalaya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai

Jaise Jaise Shaam Dhal Rahi
Seene Main Ek Aag Jal Rahi Hain
Aankhe Meri Doobi Intzaar Main
Har Dhadkan Main Pyaas Jag Rahi Hain
Yaado Main Bhi Aaya Khwabo Main Bhi Aaya
Yaado Main Bhi Aaya Khwabo Main Bhi Aaya
Aur Khayalo Pe Chhaya Hai
Uss Ladke Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Jis Ne Mujhe Sataya Hai.

Song Credits
Song: Us Ladki Pe Dil Aaya
Singer(s): Anuradha Paudwal & Kumar Sanu
Music: Anand-Milind
Lyrics: Praveen Bhardwaj
Label: T-Series
Album: Naam Gum Jaayega
Released: 2004
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Us Ladki Pe Dil Aaya Lyrics – Anuradha Paudwal & Kumar Sanu | Naam Gum Jaayega by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Do Lafzo Mein Lyrics – Anuradha Paudwal & Babul Supriyo | Dhaai Akshar Prem Ke

Aah Aah Aah, Aah Aah Aah
Aah Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah
Do Lafzon Likh Di Maine
Apni Prem Kahaani
Tu Mere Dil Ka Raja Ban Jaa
Main Tere Dil Ki Rani
Do Lafzon…

Woh Ho Tum Lyrics – Sonu Nigam & Anuradha Paudwal | Muskaan

Maine Jisko Dil Ye Diya Hai Dil Ye Diya Hai
Maine Jisko Pyar Kiya Hai Jisko Pyar Kiya Hai
Maine Jisko Dil Ye Diya Hai Maine Jisko Pyar Kiya Hai
Wo Ho Tum Wo Ho…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *