Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Mera Dil Bhi Churaya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Raato Main Jagaya Neendo Ko Udaya
Mera Dil Bhi Churaya Hai
Uss Ladke Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladke Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Dheere Dheere Paas Aa Rahi Hai
Phir Kyun Mujhse Door Jaa Rahi Hai
Shayad Uski Ye Ek Adaa Hai
Woh Kyaa Jaane Jaan Jaa Rahi Hai
Jeena Bhi Bhulaya Deewana Banaya
Jeena Bhi Bhulaya Deewana Banaya
Aisa Jaadoo Chalaya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Jaise Jaise Shaam Dhal Rahi
Seene Main Ek Aag Jal Rahi Hain
Aankhe Meri Doobi Intzaar Main
Har Dhadkan Main Pyaas Jag Rahi Hain
Yaado Main Bhi Aaya Khwabo Main Bhi Aaya
Yaado Main Bhi Aaya Khwabo Main Bhi Aaya
Aur Khayalo Pe Chhaya Hai
Uss Ladke Pe Dil Aaya Hai Jis Ne Mujhe Sataya Hai
Uss Ladki Pe Dil Aaya Jis Ne Mujhe Sataya Hai.
Song Credits
Song: Us Ladki Pe Dil Aaya
Singer(s): Anuradha Paudwal & Kumar Sanu
Music: Anand-Milind
Lyrics: Praveen Bhardwaj
Label: T-Series
Album: Naam Gum Jaayega
Released: 2004
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Us Ladki Pe Dil Aaya Lyrics – Anuradha Paudwal & Kumar Sanu | Naam Gum Jaayega by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!


