Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Kaha Ho Tum Ke Ye Dil Bekarar Aaj Bhi Hain
Hooo Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Wo Wadiya, Wo Fijaye Ke Hum Mile The Jahan
Wo Wadiya, Wo Fijaye Ke Hum Mile The Jahan
Meri Wafa Ka Wahi Par Majar Aaj Bhi Hain
Hooo Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Na Jane Dekh Ke Kyu Unko Ye Hua Ehasas
Na Jane Dekh Ke Kyu Unko Ye Hua Ehasas
Ke Mere Dil Pe Unhe Ikhtiyar Aaj Bhi Hain
Hooo Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Wo Pyar Jiske Liye Humne Chhod Di Duniya
Wo Pyar Jiske Liye Humne Chhod Di Duniya
Wafa Ki Rah Pa Ghayal Wo Pyar Aaj Bhi Hain
Hooo Wo Pyar Jiske Liye Humne Chhod Di Duniya
Yakin Nahi Hain Magar Aaj Bhi Ye Lagta Hain
Yakin Nahi Hain Magar Aaj Bhi Ye Lagta Hain
Meri Talash Mein Shayad Bahar Aaj Bhi Hain
Hooo Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Na Puchh Kitne Mohabbat Ke Jakhm Khaye Hain
Na Puchh Kitne Mohabbat Ke Jakhm Khaye Hain
Ke Jinko Sochke Dil So Gaya Aur Aaj Bhi Hain
Hooo Wo Pyar Jiske Liye Humne Chhod Di Duniya
Wafa Ki Rah Mein Ghayal Wo Pyar Aaj Bhi Hain
Hooo Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Kaha Ho Tum Ke Ye Dil Bekarar Aaj Bhi Hain
Hooo Kisi Najar Ko Tera, Intajar Aaj Bhi Hain
Song Credits
Song: Kisi Nazar Ko Tera Intezar Aaj Bhi Hai
Singer(s): Asha Bhosle & Bhupinder Singh
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Label: T-Series
Album: Aitbaar
Released: 1985
Language: Hindi
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Kisi Nazar Ko Tera Intezar Aaj Bhi Hai Lyrics – Asha Bhosle & Bhupinder Singh | Aitbaar by Asha Bhosle. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Asha Bhosle soulful songs!

