Sapne Mein Lyrics – Asha Bhosle & Suresh Wadkar | Satya

Sapne mein milti hai
Ho kudi meri sapne mein milti hai
Sapne mein milti hai
Ho kudi meri sapne mein milti hai
Sara din ghunghate mein band gudiya si
Oyer oye oye oye oye
Sara din ghunghate mein band gudiya si
Akhiyon mein ghulati hai

Sapne mein milta hai
Ho munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milta hai
Ho munda mera sapne mein milta hai
Sara din sadkon pe khaali rikshe sa
Haaye sara din sadkon pe khaali rikshe sa
Peechhe peechhe chalta hai

Oye hoye kori hai karaari hai
Bhoon ke utaari hai
Kori hai karaari hai
Bhoon ke utaari hai
Kabhi kabhi milti hai
Ho kudi meri
Ho kudi meri

Ve ooncha lamba kad hai
Chauda bhi to had hai
Ooncha lamba kad hai
Chauda bhi to had hai
Door se dikhta hai
Ho munda mera haan haan haan
Ho munda mera
Arre dekhne mein tagda hai
Jangal se pakda hai
Seeng dikhata hai

Sapne mein milta hai
Ho munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milti hai
Ho kudi meri sapne mein milti hai
Hey paaji hai shareer hai
Ghoomati lakeer hai
Chakra ke chalti hai hoye
Sapne mein milti hai
Ho kudi meri sapne mein milti hai
Sapne mein milta hai
Ho munda mera sapne mein milta hai

Arre kachche pakke beron se
Chori ke sheron se
Kachche pakke beron se
Chori ke sheron se
Dil behlata hai
Ve munda mera
Ho munda mera
Munda mera
Haaye gora chitta rang hai
Chaand ka palang hai
Gora chitta rang hai
Chaand ka palang hai
Chandni mein dhulti hai
Ho kudi meri haan..
Ho kudi meri haan..
Doodh ka ubaal hai
Hansi to kamaal hai
Motiyon mein tulti hai

Sapne mein milti hai
Ho kudi meri sapne mein milti hai
Sapne mein milta hai
Ho munda mera sapne mein milta hai
Neem shareefon ke
Aivein lateefon ke kisse sunata hai

Sapne mein milta hai
Ho munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milti hai
Ho kudi meri sapne mein milti hai
Sara din ghunghate mein band gudiya si
Akhiyon mein ghulati hai
Sara din sadkon pe khaali rikshe sa
Peechhe peechhe chalta hai
Sapne mein milta hai
Ho munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milti hai
Ho kudi meri sapne mein milti hai

Song Credits
Song: Sapne Mein
Singer(s): Asha Bhosle & Suresh Wadkar
Music: Vishal Bhardwaj
Lyrics: Gulzar
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Satya
Released: 1998
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Sapne Mein Lyrics – Asha Bhosle & Suresh Wadkar | Satya by Asha Bhosle. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Asha Bhosle soulful songs!

Related Posts

O Priya Priya Lyrics – Suresh Wadkar & Anuradha Paudwal | Dil

O Priya, Priya, Kyon Bhoola Diya
Bewafaa Yaa Berahum Kyaa Kahoo Tujhe Sanam
Toone Dil Toda Hai, Bhool Kya Huyee Ye Bataa Jaa

O Piya, Priya, Main Teri…

O Rabba Koi To Bataye Lyrics – Anuradha Paudwal & Suresh Wadkar | Sangeet

O Rabba Ho
O Rabba Koyi Toh Bataye
O Rabba Koyi Toh Bataye Pyar Hota Hai Kya
O Rabba Koyi Toh Bataye Pyar Hota Hai Kya
Jaisa Mujhe Ho Gaya Ho Ho….
Jaisa Mujhe…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *