Gone Girl Lyrics – Badshah & Payal Dev | BADSHAH’s HITLIST

Baithi Baithi Mein Toone Aag Bhar Di
Khali Bottle Mein Sharaab Bhar Di
Teri Kasam Bilkul Seedhi Saadhi Thi Main
Toone Ladki Kharaab Kar Di

Ek Baat Samajh Le Aye
Main Bolun Kam Aankhon Se Padh Le Aye
Game Ke Top Pe Baitha Aye
Jiske Bhi Bas Ki Woh Aake Pakad Le

Inse Game Crack Hi Nahi Ho Raha Na
Hit Koyi Track Hi Nahi Ho Raha Na
Yahan Phir Maine Scene Change Kiya
Aur Kuchh Logon Ka Come Back Hi
Nahi Ho Raha

Badshah Hai Naam Meri Jaan
Pyar So Mujhko Woh Baddie Bolti Hai Aye
Game Mein Laundon Ka Baap Hoon Baby
Ek Tu Hi Thodi Hai Jo Mujhe
Daddy Bolti Hai

Subah Se Shaam Tak
Bas Tera Naam Loon
Tujhko Jo Dekhun Main
Dil Apna Thaam Loon

Jo Tu Mujhe Chhu Le Toh
Badan Mein Sansani
Khud Ko Samjhati Hoon Ke
Sabar Se Kaam Loon

Neendein Meri Toone Haraam Kar Di
Gandi Meri Toone Zubaan Kar Di
Teri Kasam Bilkul Seedhi Saadhi Thi Main
Toone Ladki Kharaab Kar Di

Koyi Ungli Karta Hai Haan
Toh Main Baanh Bhi Chadhata Hoon Aye
Par Saamne Ho Bandhi Toh
Main Good Boy Bann Jaata Hoon

Ya Udti Hain Khabrein Leta Na Stress No
Game Ka Carter On To The Next Ho
Plane Hai Private Life Hai Blessed Yeah
Mutthi Mein Game Mere Ghante Pe Press

Bad Boy Shah Kaise Tujhe
Tere Bas Ka Laga
Na Mujhe Aisa Maska Laga
Rahi Na Kisi Kaam Dhaam Ki
Jabse Ladki Ko Chaska Laga Mera

Yah!
It’s You Boy!
It’s Your Boy Badshah!
Ladki Kharaab Kar Di!

Song Credits
Song: Gone Girl
Singer(s): Badshah & Payal Dev
Music: Badshah
Label: Universal Music India Pvt Ltd.
Album: BADSHAH's HITLIST
Released: 2024
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Gone Girl Lyrics – Badshah & Payal Dev | BADSHAH’s HITLIST by Badshah. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Badshah soulful songs!

Related Posts

Sheher Ki Ladki Lyrics – Badshah, Tulsi Kumar, Abhijeet, Chandra Dixit | Khandaani Shafakhana

AANKH MILAKE POOCHE, HI HOW ARE YOU
HI HOW ARE YOU, HI HOW ARE YOU
HAATH MILAKE POOCHE, HOW DO YOU DO
HOW DO YOU DO, HOW DO YOU DO
AANKH MILAKE POOCHE, HI HOW…

Chaar Shanivaar Lyrics – Vishal Dadlani, Armaan Malik, Badshah, Amaal Mallik | All Is Well

Rule Saare Break Karo
Jo Kabhi Na Kiya Wo Karo
Party Karne Ka Mood Bane Toh
Weekend Ka Na Wait Karo

Rule Saare Break Karo
Jo Kabhi Na Kiya Wo Karo
Party Karne…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *