Chaar Shanivaar Lyrics – Vishal Dadlani, Armaan Malik, Badshah, Amaal Mallik | All Is Well

Rule Saare Break Karo
Jo Kabhi Na Kiya Wo Karo
Party Karne Ka Mood Bane Toh
Weekend Ka Na Wait Karo

Rule Saare Break Karo
Jo Kabhi Na Kiya Wo Karo
Party Karne Ka Mood Bane Toh
Weekend Ka Na Wait Karo

Are Common Ye Sabke Vichar Hone Chahiye
Hafte Main Chaar Shanivaar Hone Chahiye
Hafte Main Chaar Shanivaar Hone Chahiye

Shanivaar Bole To Saturday Who Bhi Chaar Chaar

Kabhi Aisa Bhi Ho Suraj Chhutti Pe Ho
Ghadi Ke Kaate Mutthi Mein Ho
In The Lambi Limoff
Full On Mast Bhi Ho
Saath Main Hot Beauty Bhi Ho
Are Speaker Ka Volume Hazaar Hona Chahiye
Hafte Main Char Shanivaar Hone Chahiye
Hafte Main Char Shanivaar Hone Chahiye

Maine Kaha Party Karo
Khena Kyu Nahi Mante
Jeena Ke Din Hote Hai Bas
Chaar Din Saal Ke
Sharma Aur Ghabrana
Ye Dono Cheeje Chhod Do
Rules Aur Dance Floor
Ye Dono Cheeje Tod Do
Its Your Boy Badshah

Jab Ye Gaana Bajega To Automatically
Tu Dance Karega
Kan Ke Neeche Dunga
Jo Koi Bhi Faltu Bakwaas Karega
Jisne Party Nahi Karngi
They Can Go To Hell
Coz Boy Is The House Baby
All Is Well
C’mon.. All Is Well!

Saal Ke Yaar Gin 365 Din
52 Hi Shanivaar Hai
Kar Calendar Ko Flush
Chhod De Saare Rush
Din Jawani Ke Bas Char Hai
Worldwide Yahi Prachar Hona Chahiye

Hufte Mein Char Shanivaar Hone Chahiye
Hufte Mein Char Shanivaar Hone Chahiye

Song Credits
Song: Chaar Shanivaar
Singer(s): Vishal Dadlani, Armaan Malik, Badshah, Amaal Mallik
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Shabbir Ahmed
Label: T-Series
Album: All Is Well
Released: 2015
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Chaar Shanivaar Lyrics – Vishal Dadlani, Armaan Malik, Badshah, Amaal Mallik | All Is Well by Armaan Malik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Armaan Malik soulful songs!

Related Posts

Jaan Hai Meri Lyrics – Armaan Malik | Radhe Shyam

Jaan Hai Meri – Lyrics

Mukhda
Aaye the is tarah se tum
Jaise koi ho khwaab naya
Bas yaadein reh gayi dekho
Hum mein tum mein jo tha na raha

Poochta hoon main…

Badnaamiyan (Male) Lyrics – Armaan Malik | Hate Story IV

Badnaamiyan- Lyrics

ZindaganiKeLamhoKoTereNaamKarDiya
KhudKo Teri He KhatirBadnaamKarDiya
BadnamiyaanMiliTanhahiyanBadii

Her Pal Ye DilYaadTujhe…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *