Ab Dawa Ki Jaroorat Nahin Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Lal Dupatta Malmal Ka

Ab dawa ki zaroorat nahin
Ab dawa ki zaroorat nahin
Mujhako dard-e-jigar ke liye
Ik nazar teri mere maseeha
Kaafi hai umra bhar ke liye
Ho kaafi hai umra bhar ke liye
Ab dawa ki zaroorat nahin
Mujhako dard-e-jigar ke liye
Ik nazar teri mere maseeha
Kaafi hai umra bhar ke liye
Ho kaafi hai umra bhar ke liye

Main hoon beemaar-e-dil
Meri taskeen ki har dava
Teri palkon ke parde mein hain
Main hoon beemaar-e-dil
Meri taskeen ki har dava
Teri palkon ke parde mein hain
Maine maangi hai jo
Zindagi ke liye
Vo dua teri palkon
Ke parde mein hain
Parde parde mein ik adaa teri
Ik nazar teri mere maseeha
Kaafi hai umra bhar ke liye
Ho kaafi hai umra bhar ke liye

Pyaar tera mile tu mile na mile
Tera gham jaan-e-man
Sabase pyara mujhe
Pyaar tera mile tu mile na mile
Tera gham jaan-e-man
Sabase pyara mujhe
Ho karam yaar ka
Phir to sansaar ka
Har alam har sitam
Hain ganvaara mujhe
Sabke badle mein ik hansi teri
Ik nazar teri mere maseeha
Kaafi hai umra bhar ke liye
Kaafi hai umra bhar ke liye
Ab dawa ki zaroorat nahin
Mujhako dard-e-jigar ke liye
Ik nazar teri mere maseeha
Kaafi hai umra bhar ke liye
Ho kaafi hai umra bhar ke liye.

Song Credits
Song: Ab Dawa Ki Jaroorat Nahin
Singer(s): Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz
Music: Anand-Milind
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Label: T-Series
Album: Lal Dupatta Malmal Ka
Released: 1990
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Ab Dawa Ki Jaroorat Nahin Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Lal Dupatta Malmal Ka by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Jaate Ho Pardesh Piya Lyrics – Anuradha Paudwal & Nitin Mukesh | Jeena Teri Gali Mein

Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Dekho Tum Bhi Khat Mera Dekho Tum Bhi Khat Mera
Paate Hi Khat…

Teri Payal Baji Jahan Lyrics – Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal | Bade Ghar Ki Beti

Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chham

Teri payal baji jahan main pagal hua…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *