Mitwa Bhool Na Jana Lyrics – Mohammed Aziz | Kab Tak Chup Rahungi

Mitwa Bhool Na Jana, Mitwa Bhul Na Jana
Mujhko Bhool Na Jana Maine Ye Wada Kiya
Dharti Jab Tak Rahegi Ambar Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga

Mitwa Bhool Na Jana
Mujhko Bhool Na Jana Maine Ye Wada Kiya
Dharti Jab Tak Rahegi Ambar Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga, Mitwa Bhool Na Jana

Phul Se Khushbu Ja Sakti Hai Dil Se Pyar Na Jayega
Jism Se Jaan Zuda Ho Par Hume Kon Zuda Kar Payega
Jism Se Jaan Zuda Ho Par Hume Kon Zuda Kar Payega
Khushbu Jab Tak Rahegi Mausam Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga, Mitwa Bhul Na Jana

Ho Yaad Teri Jab Jab Aati Hai Aankh Se Aansu Bahte Hai
In Aankho Ke Bahte Aansu Har Pal Mujhse Kahte Hai
Yaad Teri Jab Jab Aati Haiaankh Se Aansu Bahte Hai
In Aankho Ke Bahte Aansu Har Pal Mujhse Kahte Hai
In Aankho Ke Bahte Aansu Har Pal Mujhse Kahte Hai
Yaade Jab Tak Rahegi Aansu Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga, Mitwa Bhul Na Jana

Jab Meri Saans Chalegi Teri Raah Niharonga
Tujhko Milne Aana Hoga Jab Mai Tujhe Pukarunga
Aa Ja, Aa Ja, Aa Ja, Aa Ja Aa Ja
Sanse Jab Tak Rahegi Jivan Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga

Mitwa Bhool Na Jana
Mujhko Bhool Na Jana Maine Ye Wada Kiya
Dharti Jab Tak Rahegi Ambar Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga, Mitwa Bhul Na Jana
Mitwa Bhool Na Jana
Mitwa Bhool Na Jana
Mitwa Bhool Na Jana.

Song Credits
Song: Mitwa Bhool Na Jana
Singer(s): Mohammed Aziz
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Kab Tak Chup Rahungi
Released: 1988
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Mitwa Bhool Na Jana Lyrics – Mohammed Aziz | Kab Tak Chup Rahungi by Mohammed Aziz. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Mohammed Aziz soulful songs!

Related Posts

Teri Payal Baji Jahan Lyrics – Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal | Bade Ghar Ki Beti

Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chham

Teri payal baji jahan main pagal hua…

Phool Gulab Ka Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Biwi Ho To Aisi

Phool Gulaab Ka..
Phool Gulaab Ka Laakhon Mein Hazaaron Mein
Ek Chehara Janaab Ka…
Phool Gulaab Ka..

Haan Jhonke Suroor Ke
Jhonke Suroor Ke
Aisi Tareefein…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *