Saba Ke Baad Lyrics – Arslan Nizami & Zeeshaan Nabi | Riqqat

Batao ab kahan ulajh gaya hoon mai
Teri nazar mai jaan ulajh gaya hoon mai

Saba ke baad mein, tulu’eii chaand hai
Ye aaftab mai, wujood-e-chaand hai
Sahar ki rooshni mein deedai chaand hai
Tere hi rukh pe tu nigaahein chand hai

Qasam se ab yaha ulajh gaya hoon mai
Teri nazar mai jaan) ulajh gaya hoon mai

Haseen chehre par mai kya pighal gaya
Meri jaga pe gul toe khud machal gaya
Magar wo roz phir sama badal gaya
Meri toh laash pe kafan nikal gaya
Eeii dil ki daastan ulajh gaya hoon mai

Faraaz-ei-arsh se, mera ye rab kahe
Ye khaakh dhund lo dekhon toh kya bane
Sipar bana iisse jo seh sab sake
Bana ye dil mera ke jis nai gham sahe
Merei eeii dil yaha ulajh gaya hoon mai

Teri nazar mein jaan ulajh gaya hoon

Song Credits
Song: Saba Ke Baad
Singer(s): Arslan Nizami & Zeeshaan Nabi
Music: Arslan Nizami, Zeeshaan Nabi
Lyrics: Mehdi Riza
Label: Artiste First
Album: Riqqat
Released: 2025
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Saba Ke Baad Lyrics – Arslan Nizami & Zeeshaan Nabi | Riqqat by Arslan Nizami. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arslan Nizami soulful songs!

Related Posts

Khudayi Lyrics – Arslan Nizami | Golden Hour: Eid Edition

Ye dil ne kaisi adaa dikhayi
Qarib tar jab tu mere aayi

Mila bahaana k laut aaon
Sabaa ne jab bhi sadaa sunayi

Adaawatu mein mohabbatein hai
Hararatu ki…

Tu Kahan Hai Lyrics – Arslan Nizami | Riqqat

Tu kahan hai
Raakh raak saaf saaf
Khaah khaah paak paak
Tu kahan hai
Tu bekhabar hai
Tu befikar rehe
Mai bekhabar hoon
Dil besabar hai
Tu kahan…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *