Aarzoo Lyrics – Aaditya Rakheja & Akanksha Bhandari | Aarzoo

Tere haathon se, khamoshi se
Teri baaton se, sargoshi se
doorie hai magar dhalti nahi aarzoo

Dekho chaand bhi hai door par
Saari chaandni hai dono par
karke tujhe yaad roshan hua mera dil

Khoyi thi main iss qadar
Kya thi jaane manzil, kya safar
Aaj bhi main jaanu na
farq hai bas itna humsafar
Zindagi ek sair si abb hai
Raaste ajnabi par nazaare hain itne haseen

Tere haathon se, khamoshi se
Teri baaton se, sargoshi se
doorie hai magar dhalti nahi aarzoo

Dekho chaand bhi hai door par
Saari chaandni hai dono par
karke tujhe yaad roshan hua mera dil

Song Credits
Song: Aarzoo
Singer(s): Aaditya Rakheja & Akanksha Bhandari
Music: Aaditya Rakheja
Label: Aaditya Rakheja
Album: Aarzoo
Released: 2026
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Aarzoo Lyrics – Aaditya Rakheja & Akanksha Bhandari | Aarzoo by Aaditya Rakheja. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aaditya Rakheja soulful songs!

Related Posts

Hai Jannat Yaheen Lyrics – Bharat Goel, Abhay Jodhpurkar, Akanksha Bhandari | Hai Jannat Yaheen

Hain befaaltu ke rishtey saare naam ke
Ho bas ek naata baahein teri thaam ke

Jo ghere abhi hai zameen
Ye mujhe ho raha hai yakeen
Hai jannat yaheen
Hai jannat…

Farishta Lyrics – Aaditya Rakheja | Farishta

Toofani saansein liye
Andhere ko hain piye
Pairon ke kaatein liye
Tukde junoon ke sile

Taaron ke saagar
Mein tairte hain ab
Saath ek farishta hai tu
Tere…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *