Tere haathon se, khamoshi se
Teri baaton se, sargoshi se
doorie hai magar dhalti nahi aarzoo
Dekho chaand bhi hai door par
Saari chaandni hai dono par
karke tujhe yaad roshan hua mera dil
Khoyi thi main iss qadar
Kya thi jaane manzil, kya safar
Aaj bhi main jaanu na
farq hai bas itna humsafar
Zindagi ek sair si abb hai
Raaste ajnabi par nazaare hain itne haseen
Tere haathon se, khamoshi se
Teri baaton se, sargoshi se
doorie hai magar dhalti nahi aarzoo
Dekho chaand bhi hai door par
Saari chaandni hai dono par
karke tujhe yaad roshan hua mera dil
Song Credits
Song: Aarzoo
Singer(s): Aaditya Rakheja & Akanksha Bhandari
Music: Aaditya Rakheja
Label: Aaditya Rakheja
Album: Aarzoo
Released: 2026
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Aarzoo Lyrics – Aaditya Rakheja & Akanksha Bhandari | Aarzoo by Aaditya Rakheja. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aaditya Rakheja soulful songs!


