Toofani saansein liye
Andhere ko hain piye
Pairon ke kaatein liye
Tukde junoon ke sile
Taaron ke saagar
Mein tairte hain ab
Saath ek farishta hai tu
Tere hawale ab rooh hai meri
Ghar hai tu mera
Toofani saansein
Doharayi galtiyan jab wahi
Dhadkanein daudein bhatkein
Ghume sheher mein
Anjaani raahon mein chalte chalte
Aaya savera
Aayi tu
Kehte hain ishq
Deewangi mein hai
ye toh sukoon hai jo tu
Aaya hai dil mein
Ik geet ki tarah
Ghar hai tu mera
Lauti kore kaagaz si ye ummeedein nayi
Syaahi uss kaagaz par phir aise bahi
Maine khat likh diye mera izhaar tere liye
Titli sa dil tha mera tere haathon me tham hi gaya
Kahein ishq ise ibaadat kahein
Kahein pyaar ise inaayat kahein
Tu aaftaab hai
Chanda main tera
Tujhe dekh loon agar
Chehre par aaye ek noor
Mohabbat ho aisi
Shukraane si lage
Ghar hai tu mera
Song Credits
Song: Farishta
Singer(s): Aaditya Rakheja
Music: Aaditya Rakheja
Label: Aaditya Rakheja
Album: Farishta
Released: 2024
Language: Hindi
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Farishta Lyrics – Aaditya Rakheja | Farishta by Aaditya Rakheja. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aaditya Rakheja soulful songs!


