Zara Thehro zara baitho
Karni hain baatein…..
Paas Aao Aur Thoda,
Sard Hai Raatein….
Aashan hota to main kabka
Keh chuka hota
Aise tumhaare saamne
khamosh Na rehta……
Zara Thehro zara baitho
Karni hain baatein…..
Paas Aao Aur Thoda,
Sard Hai Raatein….
Antara 1 –
Meri aankhon mein saanson mein pehle bhi
Yeh khwaab chalta raha….
Teri neendo mein chupke se jaane se jaane kyon Darta raha…..
Baarish ki boondo sa yeh dil girta barsta hai…..
Tum paas hote ho magar phir bhi tarasta hai…..
Zara Thehro Zara Baitho
Karni Hain Baatein
Tumko paana chaahti hai meri barsaatein…
Antara 2
Koi Aaye Na Jaaye Na Aao Na
Aisi Jagah Pe Le Chaloon….
Jahan waqt humaara ruka ho,
aur main apne Dil Ki kahoon…..
Dhadkan ko apni Ek pal araam Na dena…
Is mod Pe aa Kar Ke Dil Ko Tod Na dena…..
Zara Thehro Zara Baitho
Karni Hain Baatein….
Aur Thod Der Chalne Do Mulaqaatein….
Song Credits
Song: Zara Thehro
Singer(s): Amaal Mallik, Armaan Malik, Tulsi Kumar
Music: Amaal Mallik, Armaan Malik
Lyrics: Mr. Rashmi Virag
Label: T-Series
Album: Zara Thehro
Released: 2020
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Zara Thehro Lyrics – Amaal Mallik, Armaan Malik, Tulsi Kumar | Zara Thehro by Amaal Mallik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amaal Mallik soulful songs!


